Nahin_Milta_-_Bayaan___Lyrics___Retro_Harmonics(256k)
[00:44.08] Sehla do mann ko
[00:52.04] Kyun yeh rota rahey
[00:59.74] Dhalegi phir yeh raat
[01:08.77] Rota rahay
[01:14.09] Par yeh mann mayoos hai bohot
[01:26.57] Hungamay mein ghire
[01:34.54] Iss shorr mein,iss bheed mein
[01:43.04] Akela hai mann
[01:46.76] Akela hoon main
[01:51.01] Music
[02:06.95] Haan akela hai mann par muqammal hai yeh
[02:11.20] Adhooray ho tum
[02:14.92] Haan akela hai mann par muqammal hai yeh
[02:19.43] Adhooray ho tum
[02:23.15] Haan akela hai mann par muqammal hai yeh
[02:27.45] Adhooray ho tum
[02:31.17] Haan akela hai mann par muqammal hai yeh
[02:35.95] Adhooray ho tum
[02:39.40] Balki ho hi naheen
[02:46.58] Jhoot ki zameen par
[02:48.43] faraib ke yeh saaray ghar
[02:50.82] Inn mein rehney walay tum
[02:53.21] Khoon safaid dil pathar
[02:55.34] Zima hai yeh qudrat ka
[02:57.73] ya khataa tumhari hai
[03:00.12] Jo bhi hai sabab so hai
[03:02.24] par sazaa hamari hai
[03:04.90] Music
[03:41.03] Jis ko jo bhi milta hai
[03:45.54] besabab nahein milta
[03:50.06] Mujhe se bolay mann mera
[03:54.57] sab ko sab nahin milta
[03:59.09] Jis ko jo bhi milta hai
[04:03.87] besabab nahein milta
[04:08.38] Mujhe se bolay munn mera
[04:12.90] sab ko sab nahein milta
[04:17.42] Jis ko jo bhi milta hai
[04:21.93] besabab nahein milta
[04:26.45] Mujhe se bolay munn mera
[04:30.96] sab ko sab nahein milta
[04:36.54] Upload by Drama Queen
