Ishq Jalakar - Karvaan From _Dhurandhar_ Shashwat Sachdev Irshad Kamil
[00:08.53] Dhoop toot ke kaanch ki tarah chubh gayi toh kya ab dekha jayega
[00:25.03] Aandhiyan kayi dil mein hai mere chubh gayi toh kya ab dekha jaye
[00:32.74] Jo dil hai toota mera main ishq jala kar aa gaya
[00:44.75] Dil hai toota mera main ishq jala kar aa gaya
[01:02.01] Aasmaan mein udaan hai dhadkan dhadkan suroor mein
[01:14.23] Hai junoon mein sukoon ab yeh dil yeh dil fitoor mein
[01:26.43] Aandhi ban ke aaya hoon mera hausla bhi ayyaash hai
[01:34.14] Na toh karvaan ki talaash hai
[01:38.40] Na toh karvaan ki talaash hai
[01:42.64] Na toh humsafar ki talaash hai
[01:46.36] Na toh karvaan ki talaash hai
[01:59.64] Aadhi baatein aankhein bole
[02:07.86] Aadhi baatein aankhein bole
[02:11.87] Baatein aadhi khamoshi keh de hum zubaan ki talaash hai
[02:19.31] Na toh karvaan ki talaash hai
[02:23.28] Na toh karvaan ki talaash hai
[02:27.26] Na toh humsafar ki talaash hai
[02:31.77] Mera shauq tera deedaar hai yehi umr bhar ki talaash hai
[02:56.48] Mere hum kadam hai yeh zameen
[03:04.46] Mere hum kadam hai yeh zameen
[03:12.68] Mere haath mein aakaash hai
[03:16.94] Na toh karvaan ki talaash hai
[03:20.63] Na toh karvaan ki talaash hai
[03:25.14] Na toh humsafar ki talaash hai
[03:28.87] Na toh karvaan ki talaash hai
[03:33.38] Toota mera ishq jalakar aa gaya
[03:50.12] Na toh karvaan ki talaash hai
[03:58.10] Na toh humsafar ki talaash hai
