Lrc Player

Lyrical___Barbaad_Song___Saiyaara___Ahaan_Panday,_Aneet_Padda___The_Rish___Jubin_Nautiyal(256k)

Unknown artist
[05:54.31]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:02.93] Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

[00:10.90] Kamzor ho jaata hoon main

[00:16.76] Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

[00:24.73] Aawara ban jaata hoon main

[00:31.90] Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

[00:37.74] Kamzor ho jaata hoon main

[00:41.99] Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

[00:47.84] Aawara ban jaata hoon main

[00:52.09] Tujhe chhu lu to kuch mujhe ho jaayega

[00:57.41] Jo main chahta na ho mujhko

[01:02.46] Tujhe mil ke ye dil mera beh jaayega

[01:07.77] Isi baat ka dar hai mujhko

[01:11.76] Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe

[01:17.07] Kar dega barbaad ishq mujhe

[01:22.12] Ho na jaaye pyaar tumse mujhe

[01:27.43] Behad beshumaar tumse

[01:33.55] Aaaaaaaa oooooooo

[01:43.63] Aaaaaaaa ooooooooo

[01:53.99] Music

[02:14.98] Teri nazdikiyon mein kaisa khumaar hai

[02:20.02] Tеri qurbat se mera dil kyun beqaraar hai?

[02:25.07] Kyun yеh mit ti nahin hai, kaisi yeh pyaas hai?

[02:30.13] Jitna main door jaaun, utni hi tu paas hai

[02:36.77] Tujhe keh doon ya rehne doon raaz mere

[02:42.09] Sab kuch keh doon kya tujhko?

[02:46.60] Tu mujhko chhod jaayegi ya aayegi paas mere

[02:52.44] Isi baat ka darr hai mujhko

[02:56.70] Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe

[03:01.75] Kar dega barbaad ishq mujhe

[03:06.79] Ho na jaaye pyaar tumse mujhe

[03:11.84] Behad-beshumaar tumse

[03:18.21] Aaaaaaa oooooooo

[03:28.57] Music

[03:59.12] In gamon ko khatam kar rahe ho tum

[04:04.43] haan,haan

[04:09.21] In gamon ko khatam kar rahe ho tum

[04:13.99] Zakhmon ka marham ban rahe ho tum

[04:19.31] Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha

[04:24.35] Ke meri duniya ban rahe ho tum, ban rahe ho tum

[04:31.79] Tere bin kya ye dil ab dhadak paayega

[04:37.10] Puchhta hoon main ye khud ko

[04:42.15] Tere aane se dard chala jaayega

[04:47.20] Isi baat ka dare hai mujhko

[04:54.10] Ke ho na jaaye pyaar

[04:59.15] Ke ho na jaaye pyaar

[05:04.20] Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe

[05:09.51] Kar dega barbaad ishq mujhe

[05:14.56] Ho na jaaye pyaar tumse mujhe

[05:19.60] Behad beshumaar tumse

[05:26.51] Ishq mujhe,ishq mujhe

[05:33.68] Barbaad mujhe,ishq mujhe

[05:48.02] UPLOAD BY DRAMA QUEEN