Lrc Player

जीता_था_जिसके_लिये_HD_-_दिलवाले_-_अजय_देवगन,_रवीना_टंडन,_सुनील_शेट्टी_-_कुमार_सानु,_अलका_याग(256k)

Unknown artist
[07:38.59]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:10.02] M.Oh ho ho ho ho ho...

[00:14.81] Ho ho oh oh ho aah ha ha...

[00:28.64] Music

[00:38.21] Jita tha jiske liye,

[00:42.46] jiske liye marta tha

[00:47.47] Jita tha jiske liye,

[00:51.99] jiske liye marta tha

[00:56.51] Ek aisi ladki thi, Jise

[01:01.03] Main pyar karta tha

[01:05.82] Ek aisi ladki thi, Jise

[01:10.34] main pyar karta tha

[01:15.92] Jita tha jiske liye,

[01:19.91] jiske liye marta tha

[01:24.69] Ek aisi ladki thi,Jise

[01:29.17] Main pyar karta tha

[01:34.23] Ek aisi ladki thi, Jise

[01:38.74] Mai pyar karta tha

[01:44.06] Music

[02:22.04] Kitni mohabbat hain mere dil me

[02:26.56] Kaise dikhau usse

[02:31.35] Kaise dikhau usse

[02:36.13] Deewangi ne pagal kiya hain

[02:40.92] Kaise batau usse

[02:45.70] Kaise batau usse

[02:50.23] Mitane se bhi na mitegi meri dastan

[02:57.09] Ek aisi ladki thi, Jise

[03:08.26] Main pyar karta tha

[03:08.79] Ek aisi ladki thi, Jise

[03:11.19] Main pyar karta tha

[03:17.30] [dialogue] Dost, tum bhi gaao na

[03:21.02] Tumhari aawaaz mujhe

[03:22.35] kuch yaad dilati hai

[03:23.95] Gaao na

[03:26.34] F.Oh ho ho ho ho ho...

[03:31.39] Ho ho oh oh ho aah ha ha...

[03:44.64] Music

[03:59.00] Meri nazar me mere jigar me

[04:03.52] Tasvir hai yaar ki

[04:08.31] Tasvir hai yaar ki

[04:13.36] Meri khushi kya yeh zindagi kya

[04:17.62] Saugat hai pyar ki

[04:22.36] Saugat hai pyar ki

[04:27.14] Usike liye hain mere toh yeh dono jahan

[04:33.79] Ek aisa ladka tha, jise

[04:38.31] Main pyar karti thi

[04:43.10] Ek aisa ladka tha, jise

[04:47.88] Main pyar karti thi

[04:53.20] Jeeti thi jiske liye,

[04:57.45] jiske liye marti thi

[05:02.24] Ek aisa ladka tha, jise

[05:06.72] Main pyar karti thi

[05:11.77] Ek aisa ladka tha, jise

[05:16.02] Main pyar karti thi

[05:22.94] M.Lagta hai tumne bhi pyar kiya tha

[05:25.86] Kahin, kahin tumne

[05:28.26] Sapna ki tarah Dhokha toh nahi diya

[05:31.18] Music

[05:40.49] Jaan se bhi jyada chaha tha jisko

[05:45.27] Usne hee dhokha diya

[05:49.75] Usne hee dhokha diya

[05:54.80] F.Nadan thi jo kuch bhi na samjhi

[05:59.59] Chahat ko ruswa kiya

[06:04.11] Chahat ko ruswa kiya

[06:08.89] M.Bana ke usee ne ujada mera aashiya

[06:15.81] F.Woh kaisi ladki thi

[06:19.26] Jise tu pyar karta tha

[06:24.85] M.Ek aisi ladki thi, jise

[06:29.63] main pyar karta tha

[06:34.64] Jitee thi jiske liye,

[06:39.16] jiske liye marti thi

[06:43.95] Ek aisa ladka tha, jise

[06:48.20] main pyar karti thi

[06:52.72] Ek aisa ladka hain, jise main pyar....

[07:04.42] Upload By Drama Queen