Lrc Player

V

6
[05:11.89]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:03.59] ♫ ♬

[00:20.60] Dil ne kaha chupke se

[00:25.13] Ye kya hua chupke se

[00:49.30] Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan

[00:54.61] Maina poochha to boli ye pagli pawan

[00:59.13] Pyaar hua chupke se

[01:03.91] Ye kya hua chupke se

[01:08.69] Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan

[01:14.27] Maina poochha to boli ye pagli pawan

[01:19.05] Pyaar hua chupke se

[01:23.83] Ye kya hua chupke se

[01:28.34] Titliyon se ye suna

[01:37.91] Titliyon se ye suna

[01:42.16] Maine kissa baagh ka

[01:46.94] Baagh mein thi ek kali

[01:51.19] Sharmeeli anchhui

[01:55.44] Ek din manchala bhanvra aa gaya

[02:05.27] Khil uthi vo kali paaya roop naya

[02:10.31] Poochhti thi kali ki mujhe kya hua

[02:15.09] Phool hanse chupke se

[02:19.88] Pyaar hua chupke se

[02:33.95] Maine baadal se kabhi

[02:42.45] Ho maine baadal se kabhi

[02:42.72] Ye kahaani thi suni

[02:52.81] Parvaton ki ek nadi

[02:57.06] Milne saagar se chali

[03:02.38] Jhoomti ghoomti

[03:06.09] Ho naachti dolti

[03:11.14] Kho gayi apne saagar mein jaake nadi

[03:16.73] Dekhle pyaar ki aisi jaadugari

[03:20.97] Chaand khila chupke se

[03:26.28] Pyaar hua chupke se

[03:30.53] Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan

[03:35.58] Maina poochha to boli ye pagli pawan

[03:40.38] Pyaar hua chupke se

[03:45.42] Ye kya hua chupke se

[03:49.67] Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan

[03:54.99] Maina poochha to boli ye pagli pawan...

[04:00.83] 𝕾𝖍𝖗𝖆𝖉𝖍𝖆 𝓜𝓾𝓼𝓲𝓬 𝓦𝓸𝓻𝓵𝓭