Lrc Player

Faza_bhi_Hai___Geetika_Mundra__Sunny_Viswanath__Hindi_Cover_Song(256k)

Unknown artist
[03:45.79]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:35.85] Fizaa bhi hai jawan jawan

[00:40.91] Hawa bhi hai ravaan ravaan

[00:45.94] Sunaa rahaa hai ye samaa

[00:50.99] Suni suni si daastan

[00:56.30] Fizaa bhi hai jawan

[01:21.82] Bujhi magar bujhi nahi

[01:27.14] Na jaane kaisi pyaas hai

[01:32.20] Qaraar dil se aaj bhi

[01:37.51] Na dur hai na paas hai

[01:42.29] Ye khel dhup chhaao kaa

[01:47.90] Ye kurwate ye duriyaan

[01:52.95] Sunaa rahaa hai ye samaa

[01:57.72] Suni suni si daastan

[02:03.04] Fizaa bhi hai jawan jawan

[02:28.84] Har ek pal ko dhundhtaa

[02:33.90] Har ek pal chalaa gayaa

[02:39.21] Har ek pal phiraaq kaa

[02:44.27] Har ek pal visaal kaa

[02:49.32] Har ek pal guzar gayaa

[02:54.37] Banaa ke dil pe ik nishaan

[02:59.68] Sunaa rahaa hai ye samaa

[03:04.99] Suni suni si daastan

[03:09.77] Fizaa bhi hai jawan jawan

[03:15.08] Hawa bhi hai ravaan ravaan

[03:20.13] Sunaa rahaa hai ye samaa

[03:25.44] Suni suni si daastan

[03:30.49] Fizaa bhi hai jawan jawan..

[03:36.33] Uploaded by ashu