MAINE RAKHA HAI MOHABBAT
[00:00.67] Ya Habeebi Ya Habeebi
[00:13.16] Ya Habeebi Ya Habeebi
[00:46.63] Maine rakha hai mohabbat
[00:51.14] Apne afsaane ka naam
[00:54.86] Maine rakha hai mohabbat
[00:58.58] Tum bhi kuch acha sa rakh do
[01:02.30] Apne deewane ka naam
[01:06.02] Tum bhi kuch acha sa rakh do
[01:09.73] Apne deewane ka naam
[01:13.72] Maine rakha hai mohabbat
[01:17.71] Apne afsaane ka naam
[01:21.42] Maine rakha hai
[01:41.34] Kis qadar khoobsurat hai
[01:44.53] Tere deedar ki duniya
[01:48.52] Meri Nazron ki jannat hai
[01:52.24] Zulf-o-rukhsaar ki duniya
[01:55.95] Kis qadar khoobsurat hai
[01:59.94] Tere deedar ki duniya
[02:03.66] Tumhe pehchaana hai
[02:07.64] Khuda ko samjha hai
[02:11.63] Khuda ko jaana hai
[02:15.36] Maine rakha hai mohabbat
[02:19.09] Apne afsaane ka naam
[02:23.07] Maine rakha hai
[02:52.03] Dil pe tum haath jo rakh do
[02:56.03] Meri taskeen ho jaaye
[03:00.80] Jaaneman zindagi meri
[03:04.52] kuchh to rangeen ho jaaye
[03:07.70] Dil pe tum hath jo rakh do
[03:11.42] Meri taskeen ho jaaye
[03:15.41] Nazar mil jaane do qayamat aati hai
[03:22.86] Qayamat aane do
[03:26.83] Maine rakha hai mohabbat
[03:30.81] Apne afsaane ka naam
[03:34.54] Maine rakha hai
[03:54.20] Ishq par kya guzarti hai
[03:57.91] Husn ye raaz kya jaane
[04:01.89] Mere Dil ke tadapne ka
[04:05.88] Koi Andaaz kya jaane
[04:09.86] Ishq par kya guzarti hai
[04:13.85] Husn ye raaz kya jaane
[04:17.56] Hai Dil Parwaane ka
[04:21.55] Koi Humse Poochhe
[04:25.27] Mazaa Jal Jaane Ka
[04:29.26] Maine rakha hai mohabbat
[04:33.24] Apne afsaane ka naam
[04:36.96] Maine rakha hai mohabbat
[04:40.94] Tum bhi kuch accha sa rakh do
[04:44.67] Apne deewane ka naam
[04:48.65] Tum bhi kuch accha sa rakh do
[04:52.38] Apne deewane ka naam
[04:56.10] Maine rakha hai mohabbat
[05:00.09] Apne afsaane ka naam
[05:03.80] Maine rakhaa hai
[05:08.07] by 𓆩 𝐀ʜᴍᴇᴅ 𓆪
