Lrc Player

Allah Maaf Kare

Sonu Nigam
[03:20.88]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:20.91] Tujhse Mohabbat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[00:25.55] Tauba Qayamat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[00:37.50] Tujhse Mohabbat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[00:43.08] Tauba Qayamat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[00:48.66] Dekha Tujhe Toh Saansein Ruk Gayi

[00:51.58] Sajde Mein Yeh Aankhein Jhuk Gayi

[00:55.03] Teri Ibaadat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[01:00.35] Tujhse Mohabbat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[01:05.41] Tauba Qayamat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[01:30.91] Yeh Din Jawani Ke

[01:32.51] Dil Ki Kahani Ke

[01:34.10] Aise Bitaata Hoon Main

[01:37.82] Tere Khayalon Mein

[01:39.14] Apne Sawaalon Mein

[01:41.00] Uljha Sa Jaata Hoon Main

[01:44.72] Ho Ladte Ladte Aankhein Lad Gayi

[01:48.18] Dil Ki Baatein Aankhein Padh Gayi

[01:51.36] Thodi Shararat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[01:56.67] Meri To Sudh-Budh Kho Gayi

[01:59.33] Allah Maaf Kare...

[02:01.72] Tujhse Mohabbat Ho Gayi Allah

[02:19.28] Maana Zamaana Yeh Deta Hai Taana

[02:22.46] Yeh Thoda Awaara Hoon Main

[02:25.64] Jo Bhi Hoon Jaisa Hoon

[02:27.24] Aisa Ya Waisa Hoon

[02:29.10] Ab Toh Tumhara Hoon Main

[02:32.81] Aaty Jaaty Dekhun tujh ko

[02:36.00] Jaany huwa hy ye kiya mujh ko

[02:39.45] Sabse Baghawat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[02:44.77] Saari Sharafat Kho Gayi

[02:47.16] Allah Maaf Kare...

[02:50.08] Tujhse Mohabbat Ho Gayi Allah

[02:54.33] Aye Tujhse Mohabbat Ho Gayi

[02:56.99] Allah Maaf Kare e..e..e

[03:00.18] Tauba Qayamat Ho Gayi Allah Maaf Kare

[03:06.28] by 𓆩 𝐀ʜᴍᴇᴅ 𓆪