Solah_Baras_Ki_Bali_Umar_Video_Song___Ek_Duuje_Ke_Liye___Kamal_Haasan,_Rati_Agnihotri___Lata_Didi(256k)
[00:13.29] Ummmmmmmmm
[00:19.66] Aaaaaaa
[00:22.85] Aaaaaaaa
[00:26.41] Solah baras ki
[00:35.70] Solah baras ki baali umar ko salaam
[00:42.34] Aye pyaar teri
[00:45.01] Pehli nazar ko salaam
[00:48.73] Salaam
[00:50.31] Aye pyaar teri
[00:52.70] pehli nazar ko salaam
[00:59.10] Duniya mein sabse pehle
[01:04.93] jisne yeh dil diya
[01:11.31] Duniya ke sabse pehle
[01:17.43] dilbar ko salaam
[01:23.53] Dil se nikalne waale raste ka shukriya
[01:30.18] Dil tak pahunchne waali dagar ko salaam
[01:36.30] Aye pyaar teri pehli nazar ko salaam
[01:42.94] Salaam aye pyaar teri
[01:46.39] pehli nazar ko salaam
[02:24.64] Jismy jawan ho kar
[02:27.30] Badnam ham hoey
[02:36.60] Us shehr us gali us ghar ko slam
[02:43.50] Jisny hamy milaya jishy juda kia
[02:49.12] Us waqt us ghari us dagar ko slam
[02:55.20] Aey piyar teri pehli nazar ko slam
[03:01.58] Slaammm
[03:03.17] Aey piyar teri pehli nazar ko slam
[03:31.86] Milte rahe yahan hum
[03:35.32] yeh hai yahan likha
[03:37.98] Is likhawat ki zerozabar ko salaam
[03:45.69] Sahil ki rait par yun lehra utha yeh dil
[03:51.56] Sagar mein uthne waali
[03:54.49] har lehar ko salaam
[03:59.53] In mast gehri gehri
[04:02.45] aankhon ki jheel mein
[04:05.38] Jisne hamein duboya
[04:08.58] us bhanwar ko salaam
[04:11.75] Ghoonghat ko tod kar jo
[04:14.41] sar se sarak gayi
[04:18.39] Aisi nigodi dhaani chunar ko salaam
[04:24.50] Ulfat ke dushmanon ne
[04:30.63] Ulfat ke dushmanon ne koshish hazaar ki
[04:36.47] Phir bhi nahi jhuki jo
[04:39.13] us nazar ko salaam
[04:42.04] Aye pyaar teri pehli nazar ko salaam
[04:49.50] Solah baras ki baali umar ko salaam
[04:55.87] Aye pyaar teri pehli nazar ko salaam
[05:01.72] Salaam
[05:03.05] Aye pyaar teri
[05:05.70] pehli nazar ko salaam
[05:07.03] Uploaded by ashu
