Lrc Player

Samajh Mein Aaya Kya

Unknown artist
[04:35.01]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:27.93] Raftar ka interview dekha main,

[00:29.78] Usme usne bola Emiway kamaya kya?

[00:31.92] Mere video pe jo bhi paisa maine lagaya,

[00:34.27] Wo saara paisa bantai tune lagaya kya?

[00:37.20] Maine kamaya kya?

[00:38.25] Maine gawaya kya?

[00:39.32] Maangne ko paisa main ghar tere aaya kya?

[00:41.71] Haan main aaya tha taufa saath laaya tha,

[00:44.10] Bhai maanta tha aur tune bataaya kya?

[00:46.22] Emiway kamaya kya?

[00:48.38] Maine janta kamaaya chhote samajh me aaya kya?

[00:52.10] Haa samajh me aaya kya? Samajh me aaya kya?

[00:54.78] (Hundred and one percent, I am the biggest)

[00:58.77] (Manna kya hai?)

[01:01.18] Vivian Divine ne bhi bola tha party me

[01:07.30] Emiway paisa kamaya kya?

[01:09.16] 101 takka tu khud ko bada bole,

[01:11.55] Hahahaha, mazaak hai kya?

[01:14.21] Label se aane ke baad tera kaam bana,

[01:16.07] Lekin mera naam aur bantai se bana

[01:18.19] kya biggest hai to tere saamne hi

[01:20.05] Bahoot saare votes ke saath people's choice award uthaya kya?

[01:22.97] Sign hona bura nahi lekin mere hote hue khud ko bada bolna nahi

[01:26.44] Bolne ka hai to phir asli independent banke dikhane ka,

[01:29.90] Sona chadhane ka,

[01:31.22] Gehna lagane ka Har mehina mere jaisa bantai video banane ka,

[01:35.22] Kulfi rapper ko kulfa kehlaane ka

[01:38.93] Samajh mein aaya kya?

[01:42.65] Kya bolega bantai

[01:43.72] Are wo kulfi rapper ka naam kya hai?

[01:45.57] MC Stan

[01:46.63] Haa, MC Stan

[01:48.75] Sun,

[01:51.15] Mamda mumda chappal ka chamda

[01:53.80] Taango ko todunga karenga bhangda

[01:56.19] Murgi ka tangda, mumma-mumma ka aaja doodh pi

[01:59.12] Eak kaam kar aake mera moot pe

[02:00.71] Bas naake pe rail faate pe aur MC Stan tu mere jhaate pe

[02:04.96] Tere jaise jitne log soch rakhte hai,

[02:07.09] Unlog ko latkaunga taraju ke kaante pe

[02:09.75] Samajh me aaya kya?

[02:11.60] Aaya kya Alien ke sakal ke, Aila Zaadoo

[02:14.78] Abe mere maa baap nahi bolte paisa de ghar pe

[02:21.71] Tu kiko tension le raha tere sir pe?

[02:24.37] 22 Saal ki umar mein dekh kahan pe hoon

[02:26.75] Tu jahan pe hai usse bhi wahan pe hoon

[02:29.15] Aake dekh jara kaise main jeeta hoon

[02:31.27] Bina shows kiye mehangi cheeje khata peeta hoon

[02:33.67] Jeeta hoon, dikhawa nahi karta,

[02:35.78] Chup rahta hoon main dhawa nahi karta,

[02:37.92] To faida utha rahi hai public

[02:40.03] Bantai ki public bole to takleef,

[02:42.17] Takleef to honi hai bantai hatela hai

[02:44.30] Jo bhi aede chaale karta khule aam pela hai,

[02:46.71] Khela hai khel maine khud ke tareeke se

[02:49.65] Sabke flow eak hi tareeke ke,

[02:51.77] Sabko pata hai kaun khud ke baloboote pe

[02:53.90] Nange pair nikla tha lekin aaj jute pe,

[02:56.28] Jo bhi karta hoon dil se karta hoon

[02:58.41] Sab kuch mere khud ke kamai ka

[03:00.80] Gaadi le sakta hoon phir bhi main scooty pe kyu?

[03:03.72] Kyuki alag wajab tere bhai ka

[03:05.58] Mujhse koi niche nahi mujhse koi upar nahi

[03:07.97] Mumbai ki boli me rap karna tujhse nahi

[03:10.37] Mujhse aur neazy se sikhele phir jaake likhele tab jaake dikhele

[03:14.35] Samajh mein aaya kya?

[03:16.74] (Samajh mein aaya kya?)

[03:19.14] (Samajh mein aaya kya?)

[03:21.25] (Samajh mein aaya kya?)

[03:23.39] Ye log ne paisa kama liya sabkuch bana liya

[03:26.83] Chaar panch saal ke liye milenge taaliyan

[03:29.23] Uske baad gaayab ho jaate bechare

[03:31.62] Inhe artist na bolo inhe bolo Vijay Mallya

[03:35.07] Haa, Samajh me aaya kya?

[03:37.20] Ye paise ke piche haan paagal hai

[03:40.40] Isiliye mujh jaise na khada kar payenge empire

[03:43.32] Mera hi stadium, mera hi match aur mera hi rules aur main khud hi empire

[03:47.04] Bat la ball daal

[03:50.75] Aaya kya?

[03:58.47] Ye diss gaana nahi hai

[04:00.05] Jis jis ko lag raha hai, ye dis gana hai

[04:02.18] Ye diss gaana nahi hai sachhai gaana hai

[04:05.40] Sachhai bolele apun

[04:07.25] Bahut din shant the

[04:08.85] Lekin aabhi aur shant nahi rahunga main independent artist hoon

[04:12.84] Aur koi hai kya yahan pe

[04:14.43] Hai to batao

[04:15.77] Karke dikhao

[04:19.75] Haahahah, Maloom hai na

[04:22.41] Peace

[04:27.72] Samajh mein aaya kya