Giraftaar Emiway Bantai 320 Kbps
[00:02.92] Sheikh Chillliii…
[00:07.16] Abe ae bachkaane
[00:08.52] Ye sab na main chauthi mein karta tha
[00:10.91] Raftaar marwaake maanega
[00:17.82] Raftaar marwaake maanega
[00:21.00] #Raa..
[00:22.11] Sheikh Chilli
[00:25.32] Saccha musalman hai toh jhooth nahi bolega
[00:27.71] Jaat pe kahan ja raha hai baba
[00:28.77] Apun Insaan hai
[00:30.65] Sun abe saccha musalman nahi
[00:32.24] Saccha insaan hoon
[00:33.30] Teri khot soch pe dene aayela gyan hoon
[00:34.90] Video mein Helicopter
[00:36.25] Chhote main vimaan hoon
[00:37.06] Chakkar aa jayega
[00:38.11] Kimaam waala paan hoon
[00:39.18] #Raa
[00:39.97] Khaana khilaya na
[00:41.04] Paisa le!
[00:41.83] Studio kiraya bhara tha na
[00:42.90] Paisa le!
[00:43.70] Mujhe tune show pe gawaya na
[00:45.02] Paisa de!
[00:45.82] Main faukat mein aaya tha
[00:46.88] Abe khote soch waale
[00:47.96] Tera munh kaala
[00:49.02] Tu Bantai se bhid gaya
[00:49.82] Samjha kya lala
[00:50.88] Tu paise kamaane ke piche tha pagal
[00:52.47] Hip hop ko chhote humne sambhala
[00:54.86] Tu tootela taala
[00:55.93] Tu khulela naala
[00:58.05] Jhooti teri boli tera kam bhari zaala
[00:58.85] Bantai hatela hai
[00:59.91] Samjha kya lala
[01:00.71] Tu nakli savera main saccha ujaala
[01:02.57] Yahaan tera kaam hi nahi hai
[01:04.70] Undergroud music mein tera naam hi nahi
[01:06.82] Tu faukat dikhawa karta hai chhote
[01:08.68] Hip-Hop mein tereko salam hi nahi hai
[01:10.53] Khuda-haafiz hai
[01:12.40] Mil waapis se
[01:14.25] O mere laal samajh ni aaya toh
[01:17.44] Samajh mein aayega
[01:18.50] Aage kya gayega aur kya batayega
[01:20.37] Mere hi flow mein tu mereko samjhayega
[01:22.22] Sadak gaana chhote pehle se bana tha
[01:24.35] Tune mujhe poocha saath mein banayega kya
[01:26.48] Chaar line haan tune likha tha
[01:28.07] Par poora gaana chhote maine banaya tha
[01:30.20] Phone pe baat kiya recharge karayega kya
[01:32.05] Paisa paisa paisa
[01:33.65] Paise ko khayega kya
[01:36.57] Paise ko khayega kya
[01:37.10] Kitna khaata hai bhai tu
[01:37.63] Ek peti do peti
[01:38.46] Ae kitni peti khata hai tu
[01:40.07] Khilao isko
[01:40.87] DIVINE aur Naezy pe picture bani hai
[01:43.78] Lekin teri picture main ‘ich banaunga
[01:45.91] Tu toh Gully Boy mein nahi hai chhote
[01:47.77] Picture se pehle main sabko bataunga
[01:49.63] Kaun asli kaun nakli
[01:50.97] Kaun chicki kaun chakli
[01:51.77] Rap Game hai bhai
[01:52.83] Yeh mazaak nahi hai
[01:53.63] Tere baat mein koi baat nahi hai chhote
[01:55.75] Tere baat mein awaaz nahi hai kya
[01:57.35] Mere jaisa pagal rapper ka
[01:58.41] Ilaaj nahi hai aaj nahi
[01:58.95] Kal hai mera safal hai mera
[02:00.80] Khud pe bharosa akal hai mera
[02:02.66] Sheikh Chilli gaane mein tu toh nakal hai mera
[02:05.05] Haan pakad le mera, Flow
[02:07.18] Raftaar dekho hua slow
[02:09.57] Giraftaar huaa mera bro
[02:11.43] Chal aye bachkaane mat ro
[02:12.49] Mujhse panga liya sehna padega
[02:14.91] Aadi lega mujhse mehanga padega
[02:16.77] Rapping ke maamle mein
[02:18.37] Main pagal sa rapper hoon
[02:18.90] Ye bata tu mujhse kab tak sadega
[02:20.49] Tu jab tak sadega main tab tak ladega
[02:22.61] Main thakk thakk karega
[02:23.68] Dil dhakk dhakk karega
[02:24.47] Aur mere hi khauf mein
[02:25.80] Tu har jagah jaake tu
[02:26.86] Mere hi baare mein bak bak karega
[02:28.46] Tu bak bak karega…
[02:29.78] Phir se main aake thak thak karega
[02:36.96] Chilla ke gaane ka har kisi k bas ka nahi
[02:38.81] Hard hoon chhote
[02:40.15] Tere jaisa maska nahi
[02:41.21] Aath saal bada phir bhi main thassta nahi
[02:43.08] Hip Hop humara hai tere liye rasta nahi
[02:45.74] Hum log ka Hip Hop hai Bantai
[02:47.60] Kahaan se ghus raha hai tu beech mein
[02:48.93] Pehle tha kya tu idhar
[02:51.34] Jaa na udhar, naach na chhote
[02:52.93] Hashtag #Sadak se pehle
[02:54.78] Sadak Remix record hua
[02:56.38] Saath mein gaana nikalega bol ke
[02:58.24] Mere bhalte mein yeh wala fraud hua
[03:00.36] Saaf dikhta hai upar se ye mooli
[03:02.49] Shoot hoga bolke bahut diya tooli
[03:04.35] Sign karna chahta tha mereko tu
[03:06.22] Isliye phone karke bulaya Delhi
[03:08.33] Baagad ke Billi
[03:09.40] Sheikh Chilli shyana hai
[03:10.72] Ek saal hua bata kahan gaana hai
[03:12.33] Jawaab de logon ko
[03:14.22] Log puch rahe hain #Sadak remix kahan hai
[03:16.86] Yehi asli shot hai Bantai public
[03:18.72] Aur tu ek din mere saath party machayega
[03:21.65] Lekin paisa main laayega
[03:22.71] Warna agli baar tu phir se ginayega
[03:24.30] Raftaar Raftaar hua giraftaar
[03:26.20] Rappers ko topa pinaane ka sanskar band kar
[03:28.85] Seedha sound kam kar
[03:29.65] Maine jo bhi kiya chote
[03:30.97] Kiya khudke dum par
[03:31.77] Puncture fatele tyre
[03:33.10] Katele wire
[03:34.16] –
[03:34.70] –
[03:34.70] Bura laga fire
[03:35.78] Bhott hard hoon main
[03:36.05] Aag hoon main
[03:36.58] Organic banda main
[03:36.85] Jhaad hoon main
[03:39.27] Bhott hard Bhott hard
[03:40.87] Kya
[03:41.66] Bhott hard Bhott hard
[03:42.74] Kya
[03:43.53] Agla gaana pna bhott hard aa raha hai
[03:44.33] Thik hai
[03:45.13] Apun diss wiss mein ni atke rehte
[03:46.20] Apun sacchai batane mein busy hai
[03:47.25] Agle shoot pe chalti public
[03:48.85] Naacho.. chale aye public
[03:52.03] Hard hai hard hai
[03:52.83] Bhai bhott hard hai
[03:53.90] Bhott hard hai, bhott hard hai
[03:55.49] Kya!
