Khatam Emiway Bantai 320 Kbps
[00:00.53] Aye Khatam nahi hua Chu****
[00:02.39] Aye what up kya bolte sab log
[00:04.78] Emiway Bentai maloom hai na
[00:06.10] Nahi maloom hai toh sunn
[00:07.43] Kya bola tu?
[00:09.03] Emiway ka Scene change kar dunga
[00:10.35] Bhagwan hai kya be?
[00:11.68] Maine jo bhi kiya hai na
[00:13.28] Khud se kiya hai
[00:14.09] Aur kya bolta hai
[00:14.90] Main Russ copy karta hoon
[00:15.68] Abey main inspiration leta hoon
[00:17.02] Inn sab logon se
[00:17.84] Eminem, Russ sab artist ko dekhta hoon
[00:20.23] Tere jaise nalle paav ko dekh ke
[00:21.57] Nahi seekhta hoon main
[00:22.12] Aur bolta hai Raftaar ko pehle sunta tha
[00:24.51] Abey line samajh meri jaan
[00:26.37] 2014 mein hi tere ko diss kar diya tha main
[00:28.76] Kyunki tu bohat nakli ban raha tha tabhi se
[00:30.36] Sunn!
[00:31.95] Main wapas aa gaya
[00:33.02] Tu phir se darega
[00:34.08] Diss tera flop hua
[00:35.13] Ab kya karega
[00:35.93] Main pehle se famous tha shyaane
[00:38.09] Tu kya mera chhote scene change karega
[00:40.21] Tu bass bada dikhana chahta hai
[00:42.34] Hum jaison ko tu dabana chahta hai
[00:44.46] Lekin mere paas tere liye
[00:45.80] Bohat saara sacchai hai
[00:47.12] Upar se shabdon ka chaata hai
[00:48.18] (Phaaat!) Hehehe…
[00:49.24] Band kitab hoon aaj bhi raaz main
[00:52.96] Beijjati karun main teri
[00:56.45] Woh bhi ek saans mein
[00:56.71] Mere lala, mere laala
[00:57.24] Maine daala tu nikala
[00:58.60] Mere wajah se tere pe
[00:59.40] Girela hai ye ujala
[01:00.46] Maara taala
[01:01.00] Mera chotu motu
[01:01.53] Bibi baba bala
[01:02.60] Main hoon jwala
[01:03.13] Maine godi mein Raftaar uchaala
[01:03.96] Kaay zaala
[01:05.83] Mi bhiday la ek tach zaala
[01:06.35] Akela maine poora scene bana dala
[01:08.75] Tere jaise chane ko sane bana dala
[01:10.60] Hip hop mein aa raha tha bhag bhaga dala
[01:13.79] Raftaar ke Bantai ne et bhaga dala*
[01:14.85] Hip hop mein aa raha tha bhag bhaga dala
[01:16.71] Raftaar ke Bantai ne et bhaga dala*
[01:18.58] Hip hop mein aa raha tha bhagg
[01:20.73] Main mobile ka zamana aur
[01:21.79] Tu pager hai
[01:22.59] Tu Nalla Paav
[01:23.65] Bantai bhot danger hai
[01:24.71] Tune bola tune mera kaam banaya
[01:26.05] Yeh bata kya Raftaar mera manager hai
[01:28.70] Tune mujhe Manj Musik se milaya
[01:30.83] Par wajah beta kuch aur tha
[01:32.68] Bharosa nahi hota toh chhote
[01:34.01] Paaji se pooch le
[01:35.35] Peg gaana unka saamne se call tha
[01:37.20] Label se aa raha mera gaana
[01:38.79] Teri jali jali jali…
[01:39.33] Khush hoon main
[01:40.15] Tujhe dekh ke karun main khalibali
[01:41.48] Aage chala gaya main
[01:42.28] Tu khada wahin wahin
[01:43.08] Janta bhi jaanti hai
[01:44.17] Raftaar ab sahi nahi
[01:45.77] Tere paas kuch bolne ko hai hi nahi
[01:47.35] Toh mere career ka struggle dikha raha hai
[01:49.48] Kal wahaan tha
[01:50.54] Aaj dekh main kahan par hoon
[01:51.60] Emiway Emiway har jagah chha raha hai
[01:53.48] Haan pehle nahi hote thhe paise
[01:55.87] Haan paida nahi huaa tha main rapper
[01:57.73] Haan sabkuch main sikhta hoon aaya
[01:59.59] Aaj bhi seekh hi raha hoon yaha par
[02:01.71] Pehle ek saal mein aate the 100 views
[02:03.84] Aaj ek din mein 2 million paar hai
[02:05.70] Tu toh ashleel gaane banata tha
[02:07.83] Condom aur Gadbad
[02:08.62] Ab kya vichaar hai
[02:09.95] Ha ha ha!
[02:11.81] Khokhe mein kamaata bhai tu
[02:15.26] Lekin main kya karunga pata hai
[02:17.12] Main main chillar uthake
[02:18.98] Pillar bana dunga
[02:20.05] Har ek gaana mera killer bana dunga
[02:21.90] Zyada jalunga toh khudko jala dunga
[02:23.76] Competition na kar phat se hara dunga
[02:26.15] Phat se hara dunga
[02:28.83] Main phat se hara dunga
[02:32.30] Sunn!
[02:34.42] Tezi mein gaata Raftaar
[02:36.28] Usey sunke huaa main taiyaar
[02:38.40] Angrezi mein tezi se gaaun ab
[02:40.26] Sabko sunaaun ab
[02:41.06] Dekh meri Raftaar
[02:42.38] Line sun beta dhyaan se
[02:43.71] Jo bhi atkela
[02:45.05] Nikal beta kaan se
[02:45.84] Maine kaha tujhe sun ke main hua taiyar
[02:47.70] Ye bataane Raftaar main tez hoon toofan se
[02:49.83] Kya…
[02:50.62] Mangalyam tantunanena mama jeevana hetuna
[02:54.87] Rappin mein jo bhi aade fatafat ke main de dun na
[02:59.12] Ha ha ha!
[03:00.18] Naya gana leke aaya hoon main le sun
[03:07.62] Khaana khaaye bina main khata medicine
[03:10.55] Mere raste ke beech mein jo adchan bane
[03:12.40] Toh kal ke newspaper mein
[03:13.76] Sin wali khabar chapegi teri
[03:16.41] Teri saari cheezein meri
[03:18.55] Mere gaane sunke log bolenge
[03:20.93] Kuch toh seekho mujhse mujhse
[03:22.80] Kya matlab hai tera
[03:24.65] Ikk laafe pe seedha behra
[03:26.51] (Phattt!)
[03:27.04] Jab padegi teri phat ke haath mein
[03:29.16] Bina bole kuch tujhe karun barbad main
[03:31.29] Baad mein saath mein tujhko bitha ke
[03:33.15] Jo bhi gila shikwa hai usko mita ke
[03:35.01] Hata ke tere kaano ke pardo pe cheekhu main
[03:37.40] Aaaa…
[03:42.18] AaaAmen!
[03:43.78] AaaAmen!
[03:47.23] KHATAM!
