Jagha Ji Lagane ki Duniya Nhi Hai
[00:36.25] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[00:43.43] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[00:51.95] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[00:59.38] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[01:07.08] Ajal he ny chora na kisra na dara
[01:13.46] Isi se sikandar sa fateh bhee hara
[01:20.11] Para reh gaya sab yahein that sara
[01:27.27] Har ik chorr ky kiya kiya
[01:30.72] Hasrat Sudhara
[01:34.44] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[01:41.90] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[01:49.33] Mile khak main ahl-e-shan kese kese
[01:55.98] Makeen ho gaye la-makan kese kese
[02:02.61] Huwe naamwar be nishan kese kese
[02:08.99] Zamee kha gayee nojawan kese kese
[02:16.42] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[02:23.84] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[02:31.80] Tujhe pehle bachpan ne barson khilaya
[02:37.38] Jawani ne phir tujh ko majnu banaya
[02:44.02] Burhape ne phir aa k kia kia sataya
[02:50.66] Ajal tera ker de gi bilkul safaya
[02:57.83] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[03:04.98] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[03:12.95] Yehi tujh ko dhun hai rahoon sab se bala
[03:19.86] Ho zeenat nirali, ho fashion nirala
[03:26.50] Jiya kerta hai kia yoon hi marne wala
[03:32.88] Tujhe husn-e-zahir ne dhokay main dala
[03:40.05] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[03:47.48] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[03:55.99] Ae Sone vale rab ko razi karke so
[04:01.31] Kya khabar uthe n uthe sub'h ko
[04:02.75] Kya khabar ke teri sub'h ho nahi
[04:05.93] Tu kahi sub'h na ho zere zami
[04:10.45] Tu khishi ke phool lega kab talak
[04:15.50] Tu yaha zinda rahega kab talak
[04:20.27] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[04:27.71] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[04:35.68] Who hai aish-o-ishrat ka koi mehal bhee
[04:41.80] Jehan taak main khari ho ajal bhee
[04:47.91] Bas ab is jahalat se tu nikal bhee
[04:54.80] Yeh tarz-e-mayeeshat ab apna badal bhee
[05:01.98] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[05:09.41] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[05:17.12] Yeh duniya-e-fani hai mehboob tujh ko
[05:22.96] Huwi wah kia cheze marghoob tujh ko
[05:29.34] Nahi aqal itni bhee majzoob tujh ko
[05:35.98] Samajh lena chahiye abh khoob tujh ko
[05:42.88] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[05:50.32] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[05:58.55] Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
[06:05.99] Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
[06:16.62] Uploaded by𓆩 𝐀ʜᴍᴇᴅ 𓆪
