LYRICAL___Khudaya_Khair____Billu___Irfan_Khan,_Lara_Dutta___Soham_Chakrabarthy,_Akruti_Kakkar,Monali(128k)
[00:21.16] Raaton raat taara koi chaand ya sitaara koi
[00:23.82] Gire to utha lena o suniyo re
[00:25.94] Taara chamkeela hoga chaand sharmila hoga
[00:29.13] Naath mein laga lena
[00:32.05] Raaton raat taara koi chaand ya sitaara koi
[00:34.71] Gire to utha lena o suniyo re
[00:37.36] Taara chamkeela hoga chaand sharmila hoga
[00:40.28] Naath mein laga lena
[00:42.41] Zara si saawari hai woh zara si baawari hai woh
[00:47.99] Woh surme ki tarah meri aankhon mein hi rehti hai
[00:56.22] Subah ke khwaab se udaayi hai
[00:58.88] Palkon ke neeche chhupaayi hai
[01:01.53] Maano na maano tum
[01:02.86] Sote sote khwaabon mein bhi khwaab dikhti hai
[01:07.11] Maano na maano tum
[01:08.18] Pari hai woh pari ki kahaaniyan sunti hai
[01:13.22] Khuda ya khair khuda ya khair
[01:21.46] Khuda ya khair khuda ya khair
[01:26.24] Raaton raat taara koi chaand ya sitaara koi
[01:27.83] Gire to utha lena o suniyo re
[01:30.49] Taara chamkeela hoga chaand sharmila hoga
[01:33.14] Naath mein laga lena
[01:36.07] Tu hawa mein zameen
[01:38.73] Tu jahaan mein wahin
[01:41.64] Jab ude mujhe le ke kyun udti nahi
[01:47.22] Tu ghata mein zameen
[01:49.88] Tu kahin mein kahin
[01:53.07] Kyun kabhi mujhe le ke kyun barasti nahi
[01:58.38] Zara sa saawara hai woh zara sa baawara hai woh
[02:03.16] Woh surme ki tarah meri aankhon mein hi rehta hai
[02:11.40] Subah ke khwaab se udaayi hai
[02:14.05] Palkon ke neeche chhupaayi hai
[02:16.97] Maano na maano tum
[02:18.04] Sote sote khwaabon mein bhi khwaab dikhti hai
[02:22.28] Maano na maano tum
[02:23.35] Pari hai woh pari ki kahaaniyan sunti hai
[02:28.13] Khuda ya khair khuda ya khair
[02:33.71] Khuda ya khair khuda ya khair
[03:19.39] Jab daant mein ungli dabaaye
[03:21.78] Ya ungli pe lat liptaaye
[03:24.97] Baadal yeh nichadta jaaye hooo
[03:30.55] Kuch kar ke woh baat ko taale
[03:32.94] Jab maathe pe woh bal daale
[03:36.13] Ambar yeh sukadta jaaye hooo
[03:41.44] Woh jab naakhun kutarti hai
[03:43.57] To chanda ghatne lagta hai
[03:46.75] Woh paani par kadam rakhe
[03:49.68] Saagar bhi hat jaata hai
[03:54.72] Subah ke khwaab se udaayi hai
[03:57.11] Palkon ke neeche chhupaayi hai
[04:00.30] Maano na maano tum
[04:02.69] Sote sote khwaabon mein bhi khwaab dikhti hai
[04:05.35] Maano na maano tum
[04:06.94] Pari hai woh pari ki kahaaniyan sunati hai
[04:11.72] Khuda ya khair khuda ya khair
[04:17.04] Khuda ya khair khuda ya khair
[04:22.88] Uploaded by ashu
