H
[00:14.30] Aaa..Aahaa,haa..Ohoo,hoo..aahaa..
[00:27.32] Ohoo,..aahaa,haa..
[00:41.92] Husn pahadon ka
[00:46.44] O shahiba husn pahadon ka
[00:53.35] Kya kehna ki baaron mahine
[00:57.86] Yahan mausam jaado kaa..
[01:02.65] Kya kehna ki baaron mahine
[01:07.69] Yahan mausam jaado kaa..
[01:14.34] Rut ye suhaani hai
[01:19.11] Meri jaan rut ye suhaani hai
[01:25.49] Ke Sardi se darr kaisa
[01:30.28] Sang garam jawaani hai..
[01:35.31] Ke shardi se darr kaisa
[01:40.10] Sang garam jawaani hai..
[01:42.50] Singers : Lata Mangeshkar
[01:51.78] Hoo, oooo, hooo, hooo,ooooo
[01:59.75] Ahaahaa..aaahaaaaa,aaaa
[02:11.20] Hmmm, hmmmm, mmmmm
[02:12.79] Tum pardesi kidhar se aaye
[02:19.96] Aate hi mere mann mein samaye
[02:26.86] Karoon kya haathon se mann
[02:33.77] Niikla jaaye
[02:35.10] Karoon kya haathon se mann
[02:40.14] Nikla jaaye
[02:41.21] Chhote chhote jharne hain
[02:45.99] Ke jharnon ka paani chhuke
[02:49.45] Kuchh waade karne hain..
[02:56.08] Jharne to behte hain
[03:01.66] Kasam lein pahadon ki
[03:05.64] Jo kayam rehte hain..
[03:19.46] Hoo,,Hmmm, hmmm,hmmm,hmmm
[03:29.28] Ahaahaa..
[03:32.74] Khile khille phoolon se
[03:36.46] Bbhari bhari waadi
[03:40.17] Raat hi raat main kisane sajaadi
[03:47.08] Lagta hai jaise yahan apni ho shadi
[03:53.45] Lagta hai jaise yahan apni ho shadi
[04:00.10] Kya gul bute hain..
[04:04.61] Pahadon mein ye kehte hain
[04:09.39] Pardesi to jhoothe hain..
[04:16.30] Ho, haath hai haathon main
[04:20.82] Ke rasata kat hi gaya
[04:26.39] In pyaar ki baaton main..
[04:33.04] Duniya ye gaati hai
[04:37.81] Suno ji duniya ye gaati hai
[04:44.19] Ke pyaar se rasta to kya
[04:49.24] Zindagi kat jaati hai..
[04:54.56] Ke pyaar se rasta to kya
[04:59.59] Zindagi kat jaati hai..
[05:01.19] @Shradda
