V
[00:31.32] Yeh aankhein dekh kar hum
[00:35.31] Saari duniya bhool jaate hain
[00:39.82] Yeh aankhein dekh kar hum sari
[00:45.95] Duniya bhool jaate hain
[00:47.80] Inhein paane ki
[00:51.79] Inhein paane ki dhun mein
[00:54.45] Har tamanna bhool jaate hain
[01:00.02] Tum apni mehki-mehki zulf ke
[01:04.28] Pechon ko kam kar do
[01:08.27] Tum apni mehki-mehki zulf ke
[01:12.77] Pechon ko kam kar do
[01:16.76] Musafir inmein ghir kar
[01:20.74] Apna rasta bhool jaate
[01:23.40] Bhool jaate hain
[01:26.06] Yeh aankhein dekh kar hum
[01:28.71] Saari duniya bhool jaate hain
[02:02.45] Yeh baahein jab hamein apni
[02:08.82] Panaahon mein bulaati hain
[02:14.13] Yeh baahein jab hamein apni
[02:21.05] Panaahon mein bulaati hain
[02:26.09] Hamein apni kasam
[02:30.87] Hamein apni kasam hum har
[02:35.12] Sahra bhool jaate hain
[02:39.37] Tumhare narm-o-naazuk honth
[02:43.36] Jis dam muskurate hain
[02:47.34] Tumhare narm-o-naazuk honth
[02:51.59] Jis dam muskurate hain
[02:55.84] Baharein jhenpti hain
[02:59.04] Phool khilna bhool jaate hain
[03:04.09] Yeh aankhein dekh kar hum
[03:07.54] Sari duniya bhool jaate hain
[03:46.32] Bahut kuchh tumse kehne ki
[03:50.57] Tamanna dil mein rakhte hain
[03:55.09] Bahut kuchh tumse kehne ki
[03:58.28] Tamanna dil mein rakhte hain
[04:05.45] Magar jab saamne aate hain
[04:10.50] Kehna bhool jaate hain
[04:12.09] Mohabbat mein zubaan chup ho to
[04:15.81] Aankhein baat karti hain
[04:19.79] Mohabbat mein zubaan chup ho to
[04:23.77] Aankhein baat karti hain
[04:28.02] Woh keh deti hain sab baatein
[04:32.54] Jo kehna bhool jaate hain
[04:37.32] Yeh aankhein dekh kar hum
[04:41.31] Saari duniya bhool jaate hain
[04:45.29] Yeh aankhein dekh kar hum
[04:48.21] Saari duniya bhool jaate hain
[04:52.46] @Shradda
