Christmas Geet - Deewaron Pe Deep Jalana By Mehnaz - Urdu_Hindi Masihi Geet - HolyPraise & Bible
[00:29.77] Dwaron pe deep jalana aaj ki raat
[00:39.56] Deewaron pe deep jalana aaj ki rat
[00:49.65] Hum ke sulta ko hai aana aaj ki raat
[00:57.10] Deewar pe deep jalana aaj ki raat
[01:05.32] Hum ke sulta ko hai aana aaj ki raat
[01:13.03] Deewaron pe deep jalana aaj ki raat
[01:55.00] Bebas aur laachar ka saathi aata hai
[02:03.23] Ae mazloom insaan tu kyun ghabrata hai
[02:12.53] Bebas aur laachar ka saathi aata hai
[02:18.64] Ae mazloom insaan tu kyun ghabrata hai
[02:24.22] Bawat gham ka geet purana
[02:29.26] Aaj ki raat
[02:32.19] Deewaron pe hi jalana aaj ki raat
[03:07.78] Usko pyaar nahin hai mahal chubaron se
[03:15.48] Ashrafion aur heeron ke ambaaron se
[03:24.78] Usko pyaar nahin hai mahal chubaron se
[03:30.62] Ashrafion aur heeron ke ambaar se
[03:36.20] Dil ke charni khoob sajana
[03:40.98] Aaj ki raat
[03:43.90] Deewaron pe deep jalana aaj ki raat
[04:23.75] Dukh aur gham mein jalne ke lamhat gaye
[04:31.45] Khushiyan aayi duniya se sadmat gaye
[04:40.75] Dukh aur gham mein jalne ke lamhat gaye
[04:46.32] Khushiyan aayi duniya se sadmat gaye
[04:52.17] Badla jeevan ka fasana
[04:56.68] Aaj ki raat
[04:59.61] Deewaron pe deep jalana aaj ki raat
[05:07.31] Deewar pe deep jalana aaj ki raat
[05:16.82] Hum ke sultan ko hai aana
[05:21.60] Aaj ki raat
[05:24.25] Deewar pe deep jalana aaj ki raat
[05:32.76] Uploaded by ashu
