है दुनिया उसी की जमाना उसी का गीत Mohammed Rafi Hit Song Shammi Kapoor Song Kashmir Ki Kali - Ultra Bollywood
[00:10.16] Hai duniya usi ki, zamaana usi ka
[00:23.18] Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka
[00:34.33] Hai duniya usi ki, zamaana usi ka
[00:42.30] Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka
[01:07.54] Luta jo musaafir dil ke safar mein
[01:15.77] Hai jannat yeh duniya uski nazar mein
[01:24.00] Luta jo musaafir dil ke safar mein
[01:31.97] Hai jannat yeh duniya uski nazar mein
[01:40.21] Usi ne hai loota maza zindagi ka
[01:48.18] Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka
[02:13.41] Hai sajde ke qaabil har woh deewana
[02:21.65] Ke jo ban gaya ho tasveer-e-jaana
[02:29.88] Hai sajde ke qaabil har woh deewana
[02:37.82] Ke jo ban gaya ho tasveer-e-jaana
[02:46.05] Karo ehtiraam uski deewangi ka
[02:53.76] Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka
[03:19.26] Barbaad hona jiski ada ho
[03:27.49] Dard-e-mohabbat jiski dawa ho
[03:35.73] Barbaad hona jiski ada ho
[03:43.43] Dard-e-mohabbat jiski dawa ho
[03:51.40] Sataayega kya gham use zindagi ka
[03:59.37] Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka
[04:07.60] Hai duniya usi ki, zamaana usi ka
[04:15.52] Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka
[04:23.23] Uploaded by ashu
