dil e nadan tujhe hua kya hai_Mirza Ghalib1954_Suraiya&BharatBhushan _Talat_Ghulam Mohd._a tribute - mastkalandr
[00:13.68] Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
[00:20.59] Aakhir is dard ki dawa kya hai
[00:27.48] Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
[00:43.95] Hum hain mushtaaq aur woh bezaar
[00:50.58] Hum hain mushtaaq aur woh bezaar
[00:57.77] Ya Ilahi yeh maajra kya hai
[01:04.70] Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
[01:18.50] Main bhi munh mein zubaan rakhta hoon
[01:25.94] Main bhi munh mein zubaan rakhta hoon
[01:32.31] Kaash poochho ke mudda kya hai
[01:39.21] Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
[01:55.43] Humko unse wafa ki hai umeed
[02:02.06] Humko unse wafa ki hai umeed
[02:09.23] Jo nahin jaante wafa kya hai
[02:16.13] Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
[02:29.67] Jaan tum par nisaar karta hoon
[02:36.33] Jaan tum par nisaar karta hoon
[02:43.24] Main nahin jaanta dua kya hai
[02:50.13] Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
[02:57.31] Aakhir is dard ki dawa kya hai
[03:09.26] Uploaded by ashu
