Waqt Se Din Aur Raat - Mohammed Rafi - WAQT (1965) - HD - Akram Ramay
[00:01.40] Kal jahan basti thi khushiyan
[00:08.56] Aaj hai maatam wahan
[00:16.80] Waqt laaya tha bahaarein
[00:24.23] Waqt laaya hai fiza
[00:42.83] Waqt se din aur raat
[00:47.35] Waqt se kal aur aaj
[00:51.59] Waqt ki har shay ghulaam
[00:55.58] Waqt ka har shay pe raaj
[00:59.84] Waqt se din aur raat
[01:04.08] Waqt se kal aur aaj
[01:09.14] Waqt ki har shay ghulaam
[01:13.12] Waqt ka har shay pe raaj
[01:21.36] Waqt ki gardish se hai
[01:24.82] Chaand taaron ka mizaaj
[01:30.92] Waqt ki gardish se hai
[01:35.44] Chaand taaron ka mizaaj
[01:39.70] Waqt ki thokar mein hai
[01:45.78] Kya hukoomat ka samaaj
[01:49.24] Kya hukoomat ka samaaj
[01:53.23] Waqt se din aur raat
[01:56.96] Waqt se kal aur aaj
[02:00.41] Waqt ki har shay ghulaam
[02:04.39] Waqt ka har shay pe raaj
[02:13.70] Waqt ki paband hain
[02:17.94] Aati jaati raunakein
[02:24.05] Waqt ki paband hain
[02:28.03] Aati jaati raunakein
[02:32.29] Waqt hai phoolon ki sej
[02:36.80] Waqt hai kaanton ka taaj
[02:41.05] Waqt hai kaanton ka taaj
[02:45.30] Waqt se din aur raat
[02:49.57] Waqt se kal aur aaj
[02:53.29] Waqt ki har shay ghulaam
[02:57.83] Waqt ka har shay pe raaj
[03:06.60] Aadmi ko chahiye
[03:10.58] Waqt se dar kar rahe
[03:17.75] Aadmi ko chahiye
[03:21.20] Waqt se dar kar rahe
[03:25.73] Kaun jaane kis ghadi
[03:29.46] Waqt ka badle mizaaj
[03:33.71] Waqt ka badle mizaaj
[03:38.22] Waqt se din aur raat
[03:41.94] Waqt se kal aur aaj
[03:46.19] Waqt ki har shay ghulaam
[03:50.17] Waqt ka har shay pe raaj
[03:57.35] Uploaded by ashu
