Waqt Se Din Aur Raat
[00:01.61] Kal jahaan basti thi khusiyaa
[00:09.89] Aaj hai maatam vahaan
[00:18.91] Waqt laya tha baharin
[00:26.88] Waqt laya hai khizan
[00:46.01] Waqt se din aur raat
[00:50.79] Waqt se kal aur aaj
[00:55.04] Waqt ki har shai gulaam
[00:59.83] Waqt kaa har shai pe raaj
[01:04.62] Waqt se din aur raat
[01:09.08] Waqt se kal aur aaj
[01:13.60] Waqt ki har shai gulaam
[01:17.85] Waqt kaa har shai pe raaj
[01:26.88] Waqt ki gardish se hai
[01:31.13] Chand taro ka nizam
[01:37.50] Waqt ki gardish se hai
[01:42.55] Chand taro ka nizam
[01:47.07] Waqt ki thokar me hai
[01:51.32] Kya hukumat ka samaaj
[01:56.10] Kya hukumat ka samaaj
[02:00.35] Waqt se din aur raat
[02:04.86] Waqt se kal aur aaj
[02:09.12] Waqt ki har shai gulaam
[02:13.90] Waqt kaa har shai pe raaj
[02:22.92] Waqt ki paaband hai
[02:27.18] Aati jaati raunake
[02:33.55] Waqt ki paaband hai
[02:38.33] Aati jaati raunake
[02:43.11] Waqt hai phulo ki sej
[02:47.36] Waqt hai kaanto kaa taaj
[02:51.88] Waqt hai kaanto kaa taaj
[02:56.39] Waqt se din aur raat
[03:00.91] Waqt se kal aur aaj
[03:05.43] Waqt ki har shai gulaam
[03:09.94] Waqt kaa har shai pe raaj
[03:18.97] Aadami ko chaahiye
[03:23.49] Waqt se dar kar rahe
[03:29.86] Aadami ko chaahiye
[03:34.38] Waqt se dar kar rahe
[03:38.89] Kaun jaane kis ghadi
[03:43.15] Waqt kaa badale mizaaj
[03:47.40] Waqt kaa badale mizaaj
[03:51.93] Waqt se din aur raat
[03:56.46] Waqt se kal aur aaj
[04:00.97] Waqt ki har shai gulaam
[04:05.22] Waqt kaa har shai pe raaj
