[00:26.75] Abhi abhi toh mile ho
[00:33.39] Abhi naa karo chhootne ki baat
[00:40.03] Abhi abhi toh pasand aaye ho
[00:46.40] Abhi abhi roothne ki baat!
[00:53.31] Abhi abhi toh roshni aayi
[00:59.95] Abhi naa karo munh chhupane ki baat
[01:06.59] Abhi abhi zindagi shuru hai…
[01:13.23] Abhi abhi tham jane ki baat!
[01:19.61] Hum toh haare mahiya re
[01:25.98] Moonde naina, neend tihare
[01:32.89] Hum toh haare mahiya re
[01:39.51] Moonde naina, neend tihare
[02:13.60] Teri baazuon mein meri chahatein samaaye
[02:19.95] Teri dhadkano ko meri dhadkanein sunaaye
[02:26.59] Teri khwahisho se meri khwahishein riha hain
[02:33.49] Teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
[02:39.60] Kya sukoon kya junoon humnawa…
[02:46.78] Abhi abhi dil ki suni hai
[02:53.15] Abhi na karo zamaane ki baat!
[03:00.06] Abhi abhi baatein ruki hain
[03:06.70] Abhi abhi dohraane ki baat!
[03:13.60] Abhi abhi aawaaragi aayi
[03:19.98] Abhi na karo sambhalne ki baat
[03:26.88] Abhi abhi zindagi shuru hai
[03:33.26] Abhi abhi tham jane ki baat!
[03:39.62] Woh subah toh, bewajah ho
[03:46.53] Ke Guzre bin tumhare jiski raat
[03:52.90] Woh subah toh, bewajah ho
[03:59.81] Ke Guzre bin tumhare jiski raat
[04:06.98] Teri baazuon mein meri chahatein samaaye
[04:13.62] Teri dhadkano ko meri dhadkanein sunaaye
[04:20.26] Teri khwahisho se meri khwahishein riha hain
[04:26.64] Teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
[04:33.01] Kya sukoon kya junoon humnawa…
[04:43.11] Hum toh haare mahiya re
[04:49.49] Moondein naina neend tihaare
[04:56.13] Hum toh haare mahiya re
[05:02.76] Moondein naina neend tihaare
