Lrc Player

G

Y
[06:14.05]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:46.78] [F] Main yeh nahin kehti...

[00:48.90] Ki pyaar mat karna

[00:52.62] Kisi musaafir ka magar

[00:57.41] Aitbar mat karna

[01:03.79] Hmm mm hmm mm hmm mm

[01:11.76] Hmm mm hmm mm hmm mm

[01:16.53] Hmm mm mm hmm mm mm mm

[01:21.58] [F] Pardesi pardesi jaana nahin

[01:26.62] Pardesi pardesi jaana nahin

[01:31.67] Mujhe chhod ke... mujhe chhod ke

[01:36.45] Pardesi pardesi jaana nahin

[01:42.03] Mujhe chhod ke... mujhe chhod ke

[01:46.55] Pardesi mere yaara... vaada nibhana

[01:52.39] Mujhe yaad rakhna , kahin bhool na jaana

[01:57.44] [M] Pardesi pardesi jaana nahin

[02:01.96] Pardesi pardesi jaana nahin

[02:07.01] Mujhe chhod ke... mujhe chhod ke

[02:11.52] Pardesi mere yaara... vaada nibhana

[02:17.63] Tum yaad rakhna , kahin bhool na jaana

[02:22.96] [F] Pardesi pardesi jaana nahin

[02:27.47] Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke

[03:11.30] [F] Maine tumko chaaha tumse pyaar kiya

[03:16.08] Sab kuch tumpe yaar apna vaar diya

[03:21.13] Maine tumko chaaha tumse pyaar kiya

[03:26.17] Sab kuch tumpe yaar apna vaar diya

[03:31.22] Ban gayi jogan maine preet ka jog liya

[03:36.27] Na socha , na samjha dil ka rog liya

[03:41.05] [M] Pardesi mere yaara.. laut ke aana

[03:46.63] Tum yaad rakhna kahin bhool na jaana

[03:51.67] [F] Pardesi pardesi jaana nahin

[03:56.19] (Tu jaana nahin)

[03:56.98] Pardesi pardesi jaana nahin

[03:59.64] (Re jaana nahin)

[04:01.77] Mujhe chhod ke , mujhe chhod ke

[04:22.48] [F] Bhool na janaa...

[04:27.53] Bhool na jana..aa

[04:32.58] [M] Bhool na jana hoo oo oo

[04:36.83] ==========

[04:40.28] [M]Har pal meri yaad tumhein tadpayegi

[04:45.07] Main jaagoonga neend tumhein na aayegi

[04:50.11] Har pal meri yaad tumhein tadpayegi

[04:53.30] (Tadpayegi)

[04:55.42] Main jaagoonga neend tumhein na aayegi

[05:00.47] Chhod ke aise haal mein jo tum jaaoge

[05:04.98] ( Tum jaaoge)

[05:06.32] Sach kehta hoon jaan bahut pachhtaoge

[05:10.56] [F] Pardesi mere yaara..

[05:13.22] mujhe na rulaana

[05:15.87] Tum yaad rakhna , kahin bhool na jaana

[05:21.19] [M] Pardesi pardesi jaana nahin

[05:25.97] Pardesi pardesi jaana nahin

[05:30.75] Mujhe chhod ke... mujhe chhod ke

[05:35.27] Pardesi mere yaara... vaada nibhana

[05:41.11] Mujhe yaad rakhna , kahin bhool na jana

[05:46.42] [F] Pardesi pardesi jaana nahin

[05:51.21] [M]Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke