Maula Jism 2 320 Kbps
[00:38.97] Ishq bhi kiya re maula
[00:45.36] Dard bhi diya re maula
[00:51.19] Ooo.. ooo..
[01:05.37] Ishq bhi kiya re maula
[01:08.81] Dard bhi diya re maula
[01:12.01] Yun toh khush raha
[01:13.77] Magar kuch reh gaya baaqi
[01:18.55] Faqr bhi kiya re maula
[01:22.01] Ilm bhi liya re maula
[01:25.18] Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaqi
[01:32.08] Tu nahi dikha re maula
[01:35.28] Sab nahin bika re maula
[01:38.74] Aur jahaan ruka wahaan pe
[01:41.80] Jaam hai khaali
[02:15.80] Chaah ki kami mein tu hai
[02:18.55] Aankh ki nami mein tu hai
[02:21.99] Aas mein tu
[02:23.60] Pyaas mein tu
[02:25.19] Saans mein tu..
[02:28.65] Bewajah hansi mein tu hai
[02:31.82] Jo dikhe usi mein tu hai
[02:35.28] Ashq mein tu
[02:36.87] Rashk mein tu
[02:38.75] Jaan mein tu
[02:42.01] Ishq bhi kiya re maula
[02:45.21] Dard bhi diya re maula
[02:48.65] Yun toh khush raha
[02:50.35] Magar kuch reh gaya baaqi
[02:55.40] Faqr bhi kiya re maula
[02:58.57] Ilm bhi liya re maula
[03:02.08] Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaqi
[03:08.48] Tu nahi dikha re maula
[03:12.18] Sab nahin bika re maula
[03:15.11] Aur jahaan ruka wahaan pe
[03:18.30] Jaam hai khaali
[03:51.50] Zeest ki sacchayiyon se
[03:54.96] Rooh ki gehraiyon se
[03:58.40] Raat ki tanhaiyon se
[04:01.06] Tu guzar zara
[04:05.04] Zeest ki sacchayiyon se
[04:08.23] Rooh ki gehraiyon se
[04:11.69] Raat ki tanhaiyon se
[04:15.13] Tu guzar zara
