Madine Ka Safar Hai Or Main Namdeeda Namdeeda - New Heart Touching Kalam 20
[00:03.18] Madine Ka Safar Hai Aur Main Namdeda Namdeeda
[00:11.75] Madine Ka Safar Hai Aur Main Namdeda Namdeeda
[00:20.52] Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeeda
[00:29.17] Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeeda
[00:40.06] Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba
[00:50.96] Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba
[00:59.77] Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeeda
[01:08.53] Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeeda
[01:19.43] Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna
[01:30.31] Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna
[01:39.09] Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida
[01:47.85] Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida
[01:58.76] Madine Jaa Ke Hum Samjhe Taqadus Kis Ko Kehte Hein
[02:09.62] Madine Jaa Ke Hum Samjhe Taqadus Kis Ko Kehte Hein
[02:18.40] Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjeeda Sanjeeda
[02:27.20] Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjeeda Sanjeeda
[02:38.09] ghulaman e mohammad dour sey pehchany jaty hein
[02:48.97] ghulaman e mohammad dour sey pehchany jaty hein
[02:57.63] dil e girweda girweda sare shoreda shoreda
[03:06.38] dil e girweda girweda sare shoreda shoreda
[03:17.58] kahan mey aur kahan us roza e aqdas ka nazara
[03:28.18] kahan mey aur kahan us roza e aqdas ka nazara
[03:36.96] nazar us samat uthte hey magar duzdeda duzdeda
[03:45.71] nazar us samat uthte hey magar duzdeda duzdeda
[03:56.60] Basarat Kho Gai Lekin Basirat To Salamat Hein
[04:07.23] Basarat Kho Gai Lekin Basirat To Salamat Hein
[04:16.25] Madina Hum Ne Dekha He Magar Nadeeda Nadeeda
[04:24.86] Madina Hum Ne Dekha He Magar Nadeeda Nadeeda
[04:35.77] Wohi Iqbal Jis Ko Naaz Tha Kal Khush Meezaji Par
[04:46.64] Wohi Iqbal Jis Ko Naaz Tha Kal Khush Meezaji Par
[04:55.42] Firaq E Taiba Me Rehta He Aab Ranjida Ranjida
[05:04.18] Firaq E Taiba Me Rehta He Aab Ranjida Ranjida
[05:12.93] Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeeda Namdeeda
[05:21.72] Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeeda Namdeeda
[05:30.75] Uploaded by ausho
