Lrc Player

Aaye Kuch Abr - Mehdi Hassan _ EMI Pakistan Originals_256k

Unknown artist
[05:52.22]·Synced by Aroosa Ahmed·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:19.61] aaye kuch abr kuch sharaab aaye

[00:29.43] aaye kuch abr kuch sharaab aaye

[00:38.99] uske baad aaye jo azaab aaye

[00:48.56] aaye kuch abr kuch sharaab aaye

[01:13.26] baam-e-meena se maahtaab utre

[01:23.35] baam-e-meena se maahtaab utre

[01:32.65] dast-e-saaqi mein aftaab aaye

[01:41.95] aaye kuch abr kuch sharaab aaye

[02:07.44] kar raha tha gham-e-jahaan ka hisaab

[02:17.27] kar raha tha gham-e-jahaan ka hisaab

[02:26.57] aaj tum yaad be-hisaab aaye

[02:35.87] aaye kuch abr kuch sharaab aaye

[03:01.10] har rag-e-khoon mein

[03:04.82] phir charaaga ho

[03:10.50] har rag-e-khoon mein

[03:14.22] phir charaaga ho

[03:20.26] saaamne phir wo benaqaab aaye

[03:29.56] aaye kuch abr kuch sharaab aaye

[03:54.52] jal uThe bazm-e-ghair ke dar-o-bāam

[04:03.82] jal uThe bazm-e-ghair ke dar-o-bāam

[04:13.38] jab bhi ham ḳhanuman-ḳharab aye

[04:22.68] aaye kuch abr kuch sharaab aaye

[04:47.12] faiz thi raah sar-ba-sar manzil

[04:56.68] faiz thi raah sar-ba-sar manzil

[05:05.98] ham jahan pahunche kamyab aye

[05:15.27] aaye kuch abr kuch sharaab aaye

[05:25.01] uske baad aaye jo azaab aaye

[05:34.30] aaye kuch abr kuch sharaab aaye

[05:42.53] Uploaded by ausho