Lrc Player

G

U
[05:44.31]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:32.75] Keh Do Ek Baar Sajnaa

[00:35.14] Itnaa Kyun Pyaar Sajnaa

[00:37.80] Hai Mujh Mein Aisaa Bhi Kyaa Re...

[00:42.85] Baadal Hai Teraa Kaajal

[00:46.83] Ambar Hai Teraa Aanchal

[00:48.43] Suraj Hai Teri Bindiyaa Re...

[00:53.49] Keh Do Ek Baar Sajanaa

[00:57.20] Itnaa Kyun Pyaar Sajanaa

[00:59.33] Hai Mujh Mein Aisaa Bhi Kyaa Re...

[01:04.38] Baadal Hai Teraa Kaajal

[01:07.30] Ambar Hai Teraa Aanchal

[01:09.96] Suraj Hai Teri Bindeeyaan Re...

[01:36.79] Sajna Jee Aap Kyun, Aise Bechain Hain

[01:41.57] Chain To Mera Lootein

[01:44.49] Tere Ye Do Nain Hain

[01:51.66] Sajna Jee Aap Kyon Aise Bechain Hain

[01:57.77] Chain To Meraa Lootein

[02:01.49] Tere Ye Do Nain Hain

[02:03.08] Nainon Mein, Kaise Main,

[02:05.74] Keh Doon Hain Kyaa ?

[02:08.14] Keh Do Ek Baar Sajanaa

[02:11.31] Do Aur Do Chaar Sajnaa

[02:13.71] Nainon Mein Aisaa Bhi Kyaa Re..

[02:19.04] Kajre Ki Dhaar In Mein

[02:22.22] Aisi Talwaar In Mein

[02:24.35] Chhine Jo Meri Nindiyaa Re..

[03:02.07] Sajnaa Jee Aap Kyun Aise Betaab Hain

[03:07.11] Tere Ye Baal In Sawaalon Kaa Jawaab Hain

[03:17.21] Sajanaa Jee Aap Kyun Aise Betaab Hain

[03:23.05] Tere Ye Baal In Sawaalon Kaa Jawaab Hain

[03:28.10] Baalon Mein, Kaise Main,

[03:31.02] Keh Doon Hai Kyaa ?

[03:33.41] Keh Do Ek Baar Sajnaa

[03:36.34] Mere Dildaar Sajanaa

[03:38.99] Baalon Mein Aisaa Bhi Kyaa Re...

[03:44.30] Baalon Mein Naag Tere

[03:46.96] Jin Se Darte Sapere

[03:49.88] Das Gaye Ye Naag Daiyyaa Re...

[03:59.71] Ho ooo ho o

[04:05.82] Ho ooo ho o

[04:17.77] Sajnaa Jee Aap Kyun Aise Behaal Hain

[04:21.49] Tera Chehraa Dekhoon To

[04:24.41] Aate Sau Khayaal Hain

[04:28.92] Short Music

[04:31.85] Sajnaa Jee Aap Kyun Aise Behaal Hain

[04:37.43] Tera Chehraa Dekhoon To

[04:40.35] Aate Sau Khayaal Hain

[04:43.00] Chehre Mein, Kaise Main,

[04:45.66] Keh Doon Hai Kya ?

[04:48.05] Keh Do Ek Baar Sajnaa

[04:50.71] O Beqarar Sajnaa

[04:53.63] Chehre Mein Aisaa Bhi Kyaa Re..Rererere

[04:59.21] Dekhun Din Raat Sajni

[05:01.60] Par Hai Ye Baat Sajni

[05:04.52] Lagtaa Hai Phir Bhi Nayaa Re..

[05:09.83] Keh Do Ek Baar Sajnaa

[05:12.50] Itnaa Kyun Pyaar Sajnaa

[05:15.16] Hai Mujh Mein Aisaa Bhi Kyaa Re.....

[05:20.50] Baadal Hai Teraa Kaajal

[05:23.42] Ambar Hai Teraa Aanchal

[05:25.81] Suraj Hai Teri Bindiya Re...