19 Rabba Main Toh Mar Gaya Oye (Mausam)
[00:43.01] Koi Dil Bekaabu Kar Gaya
[00:46.24] Aur Ishqa Dil Mein Bhar Gaya
[00:54.49] Koi Dil Bekaabu Kar Gaya
[00:57.24] Aur Ishqa Dil Mein Bhar Gaya
[00:59.99] Aankhon Aankhon Mein Woh Lakhon Gallan Kar Gaya Oye
[01:04.78] Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye
[01:07.78] Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye
[01:10.25] Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye
[01:13.24] Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye
[01:38.04] Ab Dil Chaahey Khamoshi Ke Honthon Pe Main Likh Doon
[01:44.01] Pyaari Si Baatein Kayi
[01:49.24] Ho Kuch Pal Mere Naam Kare Woh,
[01:51.97] Main Bhi Uske Naam Pe
[01:54.74] Likhoon Mulakaatein Kayi
[01:59.99] Ho Pehli Hi Takni Mein Bann Gayi Jaan Pe
[02:05.74] Naina Waina Uske Mere Dil Pe Chapey
[02:11.03] Ab Jaaun Kahan Pe, Dil Ruka Hai Wahaan Pe
[02:17.00] Jahaan Dekh Ke Mujhe Woh Aagey Badh Gaya Oye
[02:20.99] Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye
[02:23.76] Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye
[02:27.30] Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye
[02:29.53] Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye
[02:54.52] Mausam Ke Azaad Parindey,
[02:57.99] Haathon Mein Hai Uske
[03:00.76] Ya Woh Bahaaron Si Hai
[03:11.49] Sardi Ki Woh Dhoop Ke Jaisi, Garmi Ki Shaam Hai
[03:12.74] Pehli Puhaaron Si Hai
[03:16.51] Mera Pyaar Ka Mausam Bhi Hai,
[03:18.99] Lagey Meri Mehram Bhi Hai
[03:27.28] Mera Pyaar Ka Mausam Bhi Hai,
[03:30.00] Lagey Meri Mehram Bhi Hai
[03:32.53] Jaane Kya Kya Do Aankhon Mein Main Padh Gaya Oye
[03:37.53] Oh Rabba Main Toh Marr Gaya Oye
[03:40.54] Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye
[03:43.23] Oh Rabba Main Toh Marr Gaya Oye
[03:46.49] Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye
[03:49.22] Koi Dil Bekaabu Kar Gaya
[03:51.99] Aur Ishqa Dil Mein Bhar Gaya
[03:54.50] Aankhon Aankhon Mein Woh Lakhon Gallan Kar Gaya Oye
[03:59.26] Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye
[04:02.26] Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye
[04:05.03] Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye
[04:09.03] Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye
