Bekhayali
[00:26.20] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[00:38.71] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[00:45.97] Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
[00:54.21] Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
[01:03.96] Main jo tumse door hoon
[01:06.45] Kyun door main rahoon
[01:08.73] Tera guroor hoon
[01:12.23] Aa tu faasla mita
[01:14.72] Tu khwaab sa mila
[01:16.97] Kyun khwaab tod doon oo..
[01:37.18] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[01:45.45] Kyun judaai de gaya tu, ye sawaal aaye
[01:52.95] Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
[02:01.46] Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
[02:29.46] Hai ye tadpan, hai ye uljhan
[02:33.49] Kaise jee loon bina tere
[02:36.97] Meri ab sab se hai annban
[02:41.70] Bante kyun ye Khuda mere hmm...
[02:49.96] Ye jo log-baag hain
[03:03.02] Jungle ki aag hain
[03:07.55] Kyun aag mein jalun...
[03:11.28] Ye nakaam pyaar mein
[03:13.78] Khush hain haar mein
[03:16.04] Inn jaisa kyun banun oo...
[03:53.03] Raatein dengi bata
[03:57.27] Neendon mein teri hi baat hai
[04:01.27] Bhoolun kaise tujhe
[04:06.27] Tu toh khayalon mein saath hai
[04:09.80] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[04:17.53] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[04:44.52] Nazar gira de har ik manzar
[04:47.77] Ret ki tarah bikhar raha hai
[04:51.76] Dard tumhaara badan mein mere
[04:56.02] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:00.79] Nazar gira de har ik manzar
[05:11.02] Ret ki tarah bikhar raha hai
[05:13.27] Dard tumhaara badan mein mere
[05:14.03] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:20.78] Aa zamaane aazma le roothta nahin
[05:30.77] Faaslon se hausla ye toot'ta nahin
[05:40.77] Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
[05:51.29] Woh meri aadaton ki tarah chhoot'ta nahin
