Humsafar (Full Video) Varun Alia Bhatt Akhil Sachdeva Badrinath Ki Dulhania
[00:00.71] Sun mere humsafar
[00:03.97] Kya tujhe itni si bhi khabar
[00:30.46] Sun mere humsafar
[00:34.22] Kya tujhe itni si bhi khabar
[00:39.22] Ki teri saansein chalti jidhar
[00:44.21] Rahunga bas wahin umrr bhar
[00:49.47] Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
[00:55.46] Jitni haseen ye mulakatein hain
[00:59.96] Unse bhi pyari teri baatein hain
[01:05.46] Baaton mein teri jo kho jaate hain
[01:09.97] Aaun na hosh mein main kabhi
[01:14.96] Baahon mein hai teri zindagi, haaye
[01:20.72] Sun mere humsafar
[01:24.71] Kya tujhe itni si bhi khabar
[01:40.96] Zaalima tere ishq 'ch main
[01:46.96] Ho gayi aa kamli... haaye..
[01:56.73] Main toh yun khada
[01:58.72] Kis soch mein pada tha
[02:01.23] Kaise jee raha tha main deewana
[02:06.75] Chhup ke se aake tune
[02:08.99] Dil mein samaa ke tune
[02:11.71] Chhed diya kaisa ye fasaana
[02:15.73] O... muskurana bhi tujhi se seekha hai
[02:21.22] Dil lagane ka tu hi tareeka hai
[02:26.21] Aitbaar bhi tujhi se hota hai
[02:30.96] Aaun na hosh mein main kabhi
[02:35.72] Baahon mein hai teri zindagi, haaye!
[02:41.97] Hai nahi tha pata
[02:45.71] Ke tujhe maan lunga Khuda
[02:50.96] Ki teri galiyon mein iss qadar
[02:55.71] Aaunga ab har pehar...
[03:01.73] Sun mere humsafar
[03:05.96] Kya tujhe itni si bhi khabar
[03:10.96] Ki teri saansein chalti jidhar
[03:16.21] Rahunga bas wahin umrr bhar
[03:20.97] Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
[03:26.96] Zaalima tere ishq 'ch main..
