Hawayein
[00:22.65] Tujhko… main rakh loon wahaan
[00:29.19] Jahaan pe kahin
[00:32.90] Hai mera yaqeen
[00:37.66] Main jo… tera naa huaa
[00:44.66] Kisi ka nahin…
[00:48.19] Kisi ka nahin..
[00:52.15] Le jaayein jaane kahaan
[00:54.65] Hawayein, hawayein…
[00:55.94] Le jaayein tujhe kahaan
[00:57.66] Hawayein, hawayein…
[00:59.66] Begaani hai yeh baaghi
[01:01.67] Hawayein, hawayein
[01:03.41] Le jaaye mujhe kahan
[01:05.41] Hawayein, hawayein
[01:07.66] Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
[01:11.15] Na tujhko pataa…
[01:14.90] O…
[01:53.43] Banaati hai jo tu…
[01:56.91] Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale
[02:00.41] Inhi mein to meri…
[02:04.17] Subah bhi dhalein
[02:05.43] Shamein dhalein
[02:06.41] Mausam dhalein
[02:08.65] Khayalon ka shehar…
[02:12.16] Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
[02:15.65] Hawayein haq mein…
[02:19.40] Wohi hai aate jaate jo tera naam le
[02:23.41] Deti hain jo sadayein
[02:25.41] Hawayein, hawayein
[02:27.15] Na jaane kya batayein
[02:29.42] Hawayein, hawayein
[02:31.15] Le jaaye tujhe kahaan
[02:33.16] hawayein, hawayein
[02:34.40] Le jaaye mujhe kahaan
[02:36.93] Hawayein, hawayein
[02:38.90] Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
[02:42.90] Naa tujhko pataa…
[02:46.41] O…
[03:06.16] Chehra.. kyun milta tera
[03:12.93] Yun khwabon se mere
[03:16.65] Ye kya raaz hai?
[03:20.65] Kal bhi.. meri na thi tu
[03:28.16] Naa hogi tu Kal
[03:31.91] Meri aaj hai
[03:35.66] Teri hai meri, saari wafayein wafayein
[03:39.67] Maangi hai tere liye duaayein duaayein
[03:43.43] Le jaaye tujhe kahaan.. hawayein, hawayein
[03:47.41] Le jaaye mujhe kahaan.. hawayein, hawayein
[03:51.42] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
[03:55.19] Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein) [x2]
[04:00.68] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
[04:02.93] Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein) [x2]
[04:22.40] O…
