Lrc Player

f

f
[05:22.38]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:01.79] Jai ho jai ho Shankara

[00:02.58] (Bholenath Shankara)

[00:03.36] Aadi dev Shankara

[00:00.00] (Hey Shivay Shankara)

[00:00.00] Tere jaap ke bina

[00:00.00] (Bholenath Shankara)

[00:00.00] Chale ye saans kis tarah

[00:00.00] (Hey Shivay Shankara)

[00:00.00] Mera karm tu hi jaane

[00:00.00] Kya bura hai kya bhalaa

[00:00.00] Tere raaste pe main toh

[00:00.00] Aankh moond ke chalaa

[00:00.00] Tere naam ki jot ne

[00:00.00] Saara har liya tamas mera

[00:00.00] (tamas: darkness)

[00:00.00] Namo namo ji Shankara

[00:00.00] Bholenath Shankara

[00:00.00] Hey Triloknath Shambhu

[00:00.00] Hey Shivay Shankara

[00:00.00] Namo namo ji Shankara

[00:00.00] Bholenath Shankara

[00:00.00] Hey Triloknath Shambhu

[00:00.00] Hey Shivay Shankara

[00:00.00] Namo Namo ji Shankara

[00:00.00] Bholenath Shankara

[00:00.00] Rudradev hey Maheshvara

[00:00.00] Srishti ke janam se bhi

[00:00.00] (O o..)

[00:00.00] Pehle tera vaas tha

[00:00.00] (O o..)

[00:00.00] Ye jag rahe ya naa rahe

[00:00.00] (O o..)

[00:00.00] Rahegi teri aastha

[00:00.00] (O o..)

[00:00.00] Kya samay.. kya pralay

[00:00.00] Dono mein teri mahaanta

[00:00.00] Mahaanta.. mahaanta..

[00:00.00] Seepiyon ki ontt main

[00:00.00] (Bholenath Shankara)

[00:00.00] Motiyan ho jis tarah

[00:00.00] (Hey Shivay Shankara)

[00:00.00] Mere mann mein Shankara

[00:00.00] (Bholenath Shankara)

[00:00.00] Tu basa hai uss tarah

[00:00.00] (Hey Shivay Shankara)

[00:00.00] Mujhe bharam tha jo hai mera

[00:00.00] Tha nahin kabhi mera

[00:00.00] Arth kya nirarth kya

[00:00.00] Jo bhi hai sabhi tera

[00:00.00] Tere saamne hai jhuka

[00:00.00] Mere sar pe haath rakh tera

[00:00.00] Namo Namo ji Shankara

[00:00.00] Bholenath Shankara

[00:00.00] Hey Triloknath Shambhu

[00:00.00] Hey Shivay Shankara

[00:00.00] Namo namo ji Shankara

[00:00.00] Bholenath Shankara

[00:00.00] Rudradev hey Maheshvara

[00:00.00] Chandrama lalaat pe

[00:00.00] Bhasm hai bhujaaon mein

[00:00.00] Vastra baagh chhaal ka

[00:00.00] Hai khadau paanv mein

[00:00.00] Pyaas kya aur tujhe

[00:00.00] Ganga hai teri jataaon mein

[00:00.00] Jataaon mein

[00:00.00] Jataaon mein

[00:00.00] Jataaon mein

[00:00.00] Doosron ke waaste

[00:00.00] (Bholenath Shankara)

[00:00.00] Tu sadaive hai jiya

[00:00.00] (Hey Shivay Shankara)

[00:00.00] Maanga kuch kabhi nahi

[00:00.00] (Bholenath Shankara)

[00:00.00] Tune sirf hai diya

[00:00.00] (Hey Shivay Shankara)

[00:00.00] Samudra manthan ka tha samay jo aa pada

[00:00.00] Dwand dono lok me vishamrit pe tha chida

[00:00.00] Amrit se bhi main baant ke

[00:00.00] Pyaala vish ka tune khud piya

[00:00.00] Namo Namo ji Shankara

[00:00.00] Bholenath Shankara

[00:00.00] Hey Triloknath shambhu

[00:00.00] Hey Shivay Shankara

[00:00.00] Namo namo ji Shankara

[00:00.00] Bholenath Shankara

[00:00.00] Rudradev hey Maheshvara

[00:00.00] Rudradev hey Maheshvara

[00:00.00] Rudradev hey Maheshvara