Kabhir singh
[00:29.29] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[00:37.53] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[00:45.02] Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
[00:53.53] Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
[01:02.78] Main jo tumhse door hoon
[01:05.53] Kyun door main rahoon
[01:07.53] Tera guroor hoon
[01:11.04] Aa tu faasla mita
[01:13.79] Tu khwaab sa mila
[01:16.04] Kyun khwaab tod doon oo...
[01:36.29] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[01:44.55] Kyun judai de gaya tu ye sawal aaye
[01:52.03] Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
[02:00.29] Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
[02:21.02] Hai ye tadpan, hai ye uljhan
[02:24.29] Kaise jee loon bina tere
[02:28.80] Meri ab sab se hai annban
[02:32.78] Bante kyun ye Khuda mere hmm...
[02:37.03] Ye jo log-baag hain
[02:56.53] Jungle ki aag hain
[02:58.77] Kyun aag mein jalun...
[03:02.04] Ye nakaam pyaar mein
[03:05.03] Khush hain ye haar mein
[03:07.28] Inn jaisa kyun banun oo...
[03:38.29] Raatein dengi bata
[03:41.78] Neendo me teri hi baat hain
[03:46.03] Bhoolun kaise tujhe
[03:50.29] Tu toh khayalo me saath hai
[03:55.29] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[04:02.79] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[04:30.03] Nazar ke aage har ek manzar
[04:30.78] Ret ki tarah bikhar raha hai
[04:32.29] Dard tumhara badan me mere
[04:35.77] Zeher ki tarah utar raha hai
[04:45.28] Nazar ke aage har ek manzar
[04:49.05] Ret ki tarah bikhar raha hai
[04:53.29] Dard tumhara badan me mere
[04:57.53] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:05.78] Aa zamane aazmaale rooth ta nahi
[05:15.54] Faaslon se hausla ye toot'ta nahi
[05:25.53] Naa hai woh bewafa aur naa main hoon bewafaa
[05:36.03] Woh meri aadaton ki tarah chhoot'ta nahi
