Ram
[00:06.38] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[00:11.38] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[00:12.87] Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
[00:14.15] Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
[00:15.90] Main jo tumhse door hoon
[00:16.88] Kyun door main rahoon
[00:18.12] Tera guroor hoon
[00:19.39] Aa tu faasla mita
[00:20.88] Tu khwaab sa mila
[00:22.13] Kyun khwaab tod doon oo...
[00:23.39] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[00:24.87] Kyun judai de gaya tu ye sawal aaye
[00:26.12] Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
[00:28.64] Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
[00:29.64] Hai ye tadpan, hai ye uljhan
[00:30.88] Kaise jee loon bina tere
[00:31.65] Meri ab sab se hai annban
[00:32.64] Bante kyun ye Khuda mere hmm...
[00:33.42] Ye jo log-baag hain
[00:35.42] Jungle ki aag hain
