Out Of Sampark - Emiway Bantai 320 Kbps
[00:00.66] EMIWAY
[00:01.41] Out of Sampark Lyrics
[00:02.41] Track "Emiway"
[00:03.41] on Bandsintown
[00:04.17] (Aap jis nambar par kol kar rahe hai vo ya to pahunch se baahar hai ya abhee band hai krpaya baad mein phir se prayaas karen)
[00:08.16] Nachayenge!
[00:09.67] Chal band kar, seedha sound kam kar
[00:11.90] Teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
[00:14.15] Bol Bachhan, Shanpatti chal chotte kam kar
[00:16.66] Call karke dekh mera number out of sampark
[00:19.74] Chal band kar, seedha sound kam kar
[00:22.13] Teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
[00:24.41] Bol Bachhan, Shanpatti chal chotte kam kar
[00:26.90] Call karke dekh mera number out of sampark
[00:29.95] (Apaṇa dhayan number pe sampark karne ka prayatna karaha to ya wahi sampark cherta mein bhi naahi kinva banda ahe. Krrpaya thoda veḷanantara prayatna kara)
[00:37.79] (Aap jis nambar par kol kar rahe hai vo ya to pahunch se baahar hai ya abhee band hai krpaya baad mein phir se prayaas karen)
[00:43.92] (The number you are calling is either unreachable or switch off at the moment, please try again later)
[00:48.91] Haa-haa Main rapper banna sikha par kamana nahi sikha
[00:52.41] Lekin jo paise kamaaya wo bachana nahi sikha
[00:55.15] Kyuki sab paise ghusata hoon main video mein
[00:57.40] Bhade ka paisa bharna padta mere studio mein
[00:59.41] Haa.. na leta sponsor na leta kisse paisa
[01:02.67] Asli indipendent banna hai, ban mere jaisa
[01:05.16] Aisa banne dil saaf hona chahiye
[01:07.74] Itna safal ho sabki udas honi chahiye
[01:10.41] Chal band kar, seedha sound kam kar
[01:12.16] Teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
[01:14.91] Bol Bachhan, Shanpatti chal chotte kam kar
[01:17.41] Call karke dekh mera number out of sampark
[01:20.16] Chal band kar, seedha sound kam kar
[01:22.66] Teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
[01:25.16] Bol Bachhan, Shanpatti chal chotte kam kar
[01:27.41] Call karke dekh mera number out of sampark
[01:31.45] (Taiyaar hai ki nai public.. Machayenge, machayenge, machayenge)
[01:36.91] (Sun, sun, sun maloom hai na kya)
[01:39.90] Haa..
[01:40.54] Ye saare jholam jhal se door hoon main isiliye to mashoor hoon main
[01:43.17] Khana sahi samay pe nahi kha pata majboor hoon main
[01:45.90] Aur, Special lines for some fake rappers
[01:48.41] Beta sun, tum sirf chaar(4) baar ke
[01:50.46] Hum aatha(8) baar nahi naao(9) baar nahi baar baar ke
[01:53.66] Sudharunga main insabko maar maar ke
[01:55.66] Mere kaam se famous hona chahte ye mere naam se
[01:58.65] Jhand rappero ki ginti karta jhandu-bam se
[02:00.92] Jubaan se zillat niklegi, khoon niklega kaan se
[02:03.41] Muh se nahi bakte ye bakte aapne...
[02:06.71] Haan, 5 saal ki ye mehnat,
[02:08.67] Kab sona, kab khaana, kab kya karna mujhe keh mat
[02:11.15] Kitno ne bola rap karke na barse rehmat
[02:13.65] Teri kya sunu bey mere maa baap hai sehmat
[02:16.15] Chal band kar, seedha sound kam kar
[02:18.16] Teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
[02:20.42] Bol Bachhan, Shanpatti chal chotte kam kar
[02:23.16] Call karke dekh mera number out of sampark
[02:25.66] (Chal nikal)
[02:26.42] Kaun sath hai aur kaun utha raha hai faida
[02:28.67] Samne se bhai bhai piche se Al-Qaeda
[02:30.90] Freedom to speech chhoote kaanoon na kaida
[02:33.69] Bantai boli rap scene main maine kiya paida
[02:36.07] Jab baat sadak ki aati hai to bhai tera bhadakta hai
[02:38.91] Kadam meri hai boli tu fir kayko fadakta hai
[02:41.42] Hadapta hai, soch mera saare aaache cheej ko
[02:44.16] Tum jaise bachkane aake puche mujhe paease do, Gyan
[02:47.26] Gyan mere gaane mein hai,
[02:48.67] Bina bole kaam karkle dikhane mein hai
[02:51.17] Bhot maza khote logo ko sataane mein hai
[02:53.66] Mehnat karke hasil hone pe machane mein hai
[02:56.16] Main machaunga. bohot jald aaunga
[02:58.41] Khane milega pura akela nahi khaunga
[03:00.90] Hard jagah jaunga, video banaunga
[03:03.40] Zindigi ko jeete kaise ye sabko dikhaunga
[03:06.16] Sirf dekhte reh,
[03:08.66] Tu sirf dekhte reh,
[03:10.78] Chal aankh senkte reh,
[03:11.84] (Dhayan number, Dhayan number, Dhayan number, Dhayan number..
[03:14.41] Dhayan number, Dhayan number,
[03:15.44] Dhayan number pe sampark karne ka prayatna karaha to ya wahi sampark cherta mein bhi naahi kinva banda ahe. Krrpaya thoda veḷanantara prayatna kara)
[03:22.66] (Aap jis nambar par kol kar rahe hai.)
