Tera Naam Doon (Entertainment) Atif Aslam - 320Kbps
[00:41.45] Koyi jaage soye mujh mein
[00:46.21] Meri raatein or mere din saare khoye usmein
[00:53.71] Koyi itna apna laage, mera nadaan yeh dil
[01:00.95] Jaise dhad-ke usmein
[01:05.46] Mujhe jo, huwa hai, iski na dawa hai
[01:11.70] Kisi ne chuwa hai dil yeh, kiski nazar ka hai asar
[01:17.70] Pooche jo koyi toh tera naam doon
[01:23.41] Pooche jo koyi toh tera naam doon
[01:29.99] Main keh doon sabhi ko ke tera hi hai yeh asar
[01:35.75] Pooche jo koyi toh tera naam doon
[01:41.50] Pooche jo koyi toh tera naam doon
[02:05.70] Koyi dastak deke dil mein milne ko aata hai
[02:13.16] Mujh mein reh jaata hai
[02:17.67] Koyi qismat jaisa laage, khushiyaan in haathon pe
[02:25.17] Likhta hi jaata hai
[02:29.43] Yeh kaisi khata hai, jiski na saza hai
[02:35.74] Kisi ne chuwa hai dil yeh, kiski dua ka hai asar
[02:41.73] Pooche jo koyi toh tera naam doon
[02:47.73] Pooche jo koyi toh tera naam doon
[03:06.25] Zari waale kaagazon mein lipta huwa
[03:12.53] Kitne haseen rangon mein ranga huwa
[03:17.83] Yeh kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya
[03:23.49] Yeh kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya
[03:32.26] Labon se raaz yeh phisal na jaay yeh
[03:38.74] Labon se raaz yeh phisal na jaay na
[03:44.85] Pighalne laga hai iske liye mera sabar
[03:50.93] Pooche jo koyi toh tera naam doon
[03:56.41] Pooche jo koyi toh tera naam doon
