Bekhayali Kabir Sigh
[00:11.09] Hmm...
[00:31.84] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[00:38.34] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[00:45.35] Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
[00:53.60] Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
[01:02.34] Main jo tujhse door hoon
[01:05.83] Kyun door main rahoon
[01:07.84] Tera guroor hoon
[01:11.60] Aa tu faasla mita
[01:14.60] Tu khwaab sa mila
[01:16.59] Kyun khwaab tod doon, ooh...
[01:36.60] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[01:45.11] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[01:53.34] Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
[02:01.10] Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
[02:29.61] Hai ye tadpan, hai ye uljhan
[02:33.59] Kaise jee loon bina tere
[02:37.59] Meri ab sab se hai annban
[02:42.59] Bante kyun ye Khuda mere, oooh, hmm...
[03:02.84] Ye jo log-baag hain
[03:05.34] Jungle ki aag hain
[03:07.58] Kyun aag mein jalun...
[03:11.59] Ye nakaam pyaar mein
[03:13.60] Khush hain yeh haar mein
[03:15.85] Inn jaisa kyun banun, ooh...
[03:53.34] Raatein dengi bata
[03:54.84] Neendon mein teri hi baat hai
[04:01.10] Bhoolun kaise tujhe
[04:05.35] Tu toh khayalon mein saath hai
[04:09.34] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[04:17.61] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[04:43.84] Nazaron ke aage har ik manzar
[04:45.59] Ret ki tarah bikhar raha hai
[04:51.84] Dard tumhaara badan mein mere
[04:55.84] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:01.12] Nazaron ke aage har ik manzar
[05:02.59] Ret ki tarah bikhar raha hai
[05:08.34] Dard tumhaara badan mein mere
[05:12.59] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:20.62] Aa zamaane aazma le roothta nahin
[05:30.84] Faaslon se hausla ye toot'ta nahin
[05:40.60] Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
[05:51.09] Woh meri aadaton ki tarah chhoot'ta nahin
