Khatam
[00:02.06] Aye Khatam nahi hua Chu****
[00:04.09] Aye what up kya bolte sab log
[00:04.80] Emiway Bantai maloom hai na
[00:07.33] Nahi maloom hai toh sunn
[00:08.29] Kya bola tu?
[00:09.56] Emiway ka Scene change kar dunga
[00:10.55] Bhagwan hai kya be?
[00:13.10] Maine jo bhi kiya hai na
[00:15.30] Khud se kiya hai
[00:16.54] Aur kya bolta hai
[00:19.05] Main Russ copy karta hoon
[00:19.30] Abey main inspiration leta hoon
[00:19.80] Inn sab logon se
[00:20.30] Eminem, Russ sab artist ko dekhta hoon
[00:20.80] Tere jaise nalle paav ko dekh ke
[00:21.08] Nahi seekhta hoon main
[00:22.81] Aur bolta hai Raftaar ko pehle sunta tha
[00:23.55] Abey line samajh meri jaan
[00:24.30] 2014 mein hi tere ko diss kar diya tha main
[00:24.79] Kyunki tu bohat nakli ban raha tha tabhi se
[00:28.80] Sunn!
[00:29.05] Main wapas aa gaya
[00:33.04] Tu phir se darega
[00:33.56] Diss tera flop hua
[00:34.06] Ab kya karega
[00:34.55] Main pehle se famous tha shyaane
[00:34.81] Tu kya mera chhote scene change karega
[00:36.11] Tu ba** bada dikhana chahta hai
[00:36.55] Hum jaison ko tu dabana chahta hai
[00:00.00] Lekin mere paas tere liye
[00:00.00] Bohat saara sacchai hai
[00:00.00] Upar se shabdon ka chaata hai
[00:00.00] (Phaaat!) Hehehe…
[00:00.00] Band kitab hoon aaj bhi raaz main
[00:00.00] Beijjati karun main teri
[00:00.00] Woh bhi ek saans mein
[00:00.00] Mere lala, mere laala
[00:00.00] Maine daala tu nikala
[00:00.00] Mere wajah se tere pe
[00:00.00] Girela hai ye ujala
[00:00.00] Maara taala
[00:00.00] Mera chotu motu
[00:00.00] Bibi baba bala
[00:00.00] Main hoon jwala
[00:00.00] Maine godi mein Raftaar uchaala
[00:00.00] Kaay zaala
[00:00.00] Mi bhiday la ek tach zaala
[00:00.00] Akela maine poora scene bana dala
[00:00.00] Tere jaise chane ko sane bana dala
[00:00.00] Hip hop mein aa raha tha bhag bhaga dala
[00:00.00] Raftaar ke Bantai ne et bhaga dala*
[00:00.00] Hip hop mein aa raha tha bhag bhaga dala
[00:00.00] Raftaar ke Bantai ne et bhaga dala*
[00:00.00] Hip hop mein aa raha tha bhagg
[00:00.00] Main mobile ka zamana aur
[00:00.00] Tu pager hai
[00:00.00] Tu Nalla Paav
[00:00.00] Bantai bhot danger hai
[00:00.00] Tune bola tune mera kaam banaya
[00:00.00] Yeh bata kya Raftaar mera manager hai
[00:00.00] Tune mujhe Manj Musik se milaya
[00:00.00] Par wajah beta kuch aur tha
[00:00.00] Bharosa nahi hota toh chhote
[00:00.00] Paaji se pooch le
[00:00.00] Peg gaana unka saamne se call tha
[00:00.00] Label se aa raha mera gaana
[00:00.00] Teri jali jali jali…
[00:00.00] Khush hoon main
[00:00.00] Tujhe dekh ke karun main khalibali
[00:00.00] Aage chala gaya main
[00:00.00] Tu khada wahin wahin
[00:00.00] Janta bhi jaanti hai
[00:00.00] Raftaar ab sahi nahi
[00:00.00] Tere paas kuch bolne ko hai hi nahi
[00:00.00] Toh mere career ka struggle dikha raha hai
[00:00.00] Kal wahaan tha
[00:00.00] Aaj dekh main kahan par hoon
[00:00.00] Emiway Emiway har jagah chha raha hai
[00:00.00] Haan pehle nahi hote thhe paise
[00:00.00] Haan paida nahi huaa tha main rapper
[00:00.00] Haan sabkuch main sikhta hoon aaya
[00:00.00] Aaj bhi seekh hi raha hoon yaha par
[00:00.00] Pehle ek saal mein aate the 100 views
[00:00.00] Aaj ek din mein 2 million paar hai
[00:00.00] Tu toh ashleel gaane banata tha
[00:00.00] Condom aur Gadbad
[00:00.00] Ab kya vichaar hai
[00:00.00] Ha ha ha!
[00:00.00] Khokhe mein kamaata bhai tu
[00:00.00] Lekin main kya karunga pata hai
[00:00.00] Main main chillar uthake
[00:00.00] Pillar bana dunga
[00:00.00] Har ek gaana mera k**er bana dunga
[00:00.00] Zyada jalunga toh khudko jala dunga
[00:00.00] Competition na kar phat se hara dunga
[00:00.00] Phat se hara dunga
[00:00.00] Main phat se hara dunga
[00:00.00] Sunn!
[00:00.00] Tezi mein gaata Raftaar
[00:00.00] Usey sunke huaa main taiyaar
[00:00.00] Angrezi mein tezi se gaaun ab
[00:00.00] Sabko sunaaun ab
[00:00.00] Dekh meri Raftaar
[00:00.00] Line sun beta dhyaan se
[00:00.00] Jo bhi atkela
[00:00.00] Nikal beta kaan se
[00:00.00] Maine kaha tujhe sun ke main hua taiyar
[00:00.00] Ye bataane Raftaar main tez hoon toofan se
[00:00.00] Kya…
[00:00.00] Mangalyam tantunanena mama jeevana hetuna
[00:00.00] Rappin mein jo bhi aade fatafat ke main de dun na
[00:00.00] Ha ha ha!
[00:00.00] Naya gana leke aaya hoon main le sun
[00:00.00] Khaana khaaye bina main khata medicine
[00:00.00] Mere raste ke beech mein jo adchan bane
[00:00.00] Toh kal ke newspaper mein
[00:00.00] Sin wali khabar chapegi teri
[00:00.00] Teri saari cheezein meri
[00:00.00] Mere gaane sunke log bolenge
[00:00.00] Kuch toh seekho mujhse mujhse
[00:00.00] Kya matlab hai tera
[00:00.00] Ikk laafe pe seedha behra
[00:00.00] (Phattt!)
[00:00.00] Jab padegi teri phat ke haath mein
[00:00.00] Bina bole kuch tujhe karun barbad main
[00:00.00] Baad mein saath mein tujhko bitha ke
[00:00.00] Jo bhi gila shikwa hai usko mita ke
[00:00.00] Hata ke tere kaano ke pardo pe cheekhu main
[00:00.00] Aaaa…
[00:00.00] AaaAmen!
[00:00.00] AaaAmen!
[00:00.00] KHATAM!
