Bas Ek Baar _ Official Video _ Soham Naik _ Anurag Saikia _ Gaana Originals ( 256kbps cbr )
[00:29.28] Meri nazron ko tune sapna dikhaya
[00:00.00] Jagaya mujhe raaton mein
[00:00.00] Dabi dabi saanson mein khushboo le aaya
[00:00.00] Kabhi jo naa thi raahon mein
[00:00.00] Aisa mera dil kabhi na tha
[00:00.00] Jaisa yeh ho gaya
[00:00.00] Karamaat teri hai yeh
[00:00.00] Bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Maano na kehna mera
[00:00.00] Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Kehta hai dil yeh mera
[00:00.00] Aate aate tum le aana be-mausum ki
[00:00.00] Kuch barishein yahaan
[00:00.00] Aadhe aadhe bheege dono hon phir apni
[00:00.00] Kuch khwaishein riha
[00:00.00] Aisa mera dil kabhi na tha
[00:00.00] Hairaan be-wajah
[00:00.00] Saughat teri hai yeh
[00:00.00] Bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Maano na kehna mera
[00:00.00] Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Kehta hai dil yeh mera
[00:00.00] Haan.. bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Maano na kehna mera
[00:00.00] Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Kehta hai dil yeh mera
[00:00.00] Bethe bethe soche tumko
[00:00.00] Do ankhein hi bunti kahaniyaan
[00:00.00] Hanste hanste baatein karte
[00:00.00] Ik dooje se khwabon ke darmiyaan
[00:00.00] Aisa mera dil kabhi na tha
[00:00.00] Iss baar ho gaya
[00:00.00] Khurafat teri hai yeh
[00:00.00] Bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Maano na kehna mera
[00:00.00] Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Kehta hai dil yeh mera
[00:00.00] Haan, bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Maano na kehna mera
[00:00.00] Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
[00:00.00] Kehta hai dil yeh mera
[00:00.00] Read more at: http://songolyrics.in/singles/bas-ek-baar
