Bekhayali - Kabir Singh (PagalWorldMp3.co)
[00:19.66] Hmm…
[00:29.63] Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
[00:37.91] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[00:45.38] Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
[00:53.63] Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
[01:03.13] Main jo tumse door hoon
[01:06.13] Kyun door main rahoon
[01:08.38] Tera guroor hoon
[01:11.37] Aa tu faasla mita
[01:14.40] Tu khwaab sa mila
[01:16.39] Kyun khwaab tod doon
[01:36.90] Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
[01:44.89] Kyun judaai de gaya tu ye sawaal aaye
[01:52.38] Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
[02:00.63] Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
[02:29.39] Hai ye tadpan, hai ye uljhan
[02:33.12] Kaise jee loon bina tere
[02:37.39] Meri ab sab se hai ann ban
[02:41.40] Bante kyun ye Khuda mere
[02:45.65] Hmm…
[03:02.42] Ye jo log baag hain
[03:05.41] Jungle ki aag hain
[03:07.42] Kyun aag mein jalun
[03:10.65] Ye nakaam pyaar mein
[03:13.90] Khush hai yeh haar mein
[03:15.88] Inn jaisa kyun banun
[03:52.89] Raatein dengi bata
[03:56.89] Neendon mein teri hi baat hai
[04:01.15] Bhoolun kaise tujhe
[04:05.14] Tu toh khayalon mein saath hai
[04:10.14] Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
[04:17.91] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[04:43.92] Nazar gira de har ik manzar
[04:48.43] Ret ki tarah bikhar raha hai
[04:51.39] Dard tumhara badan mein mere
[04:55.69] Zeher ki tarah utar raha hai
[04:59.92] Nazar gira de har ik manzar
[05:04.91] Ret ki tarah bikhar raha hai
[05:08.20] Dard tumhara badan mein mere
[05:12.40] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:20.65] Aa zamaane aazma le roothta nahi
[05:30.66] Faaslon se hosla ye tootta nahi
[05:40.44] Naa hai woh bewafa, aur na main hoon bewafa
[05:50.91] Woh meri aadaton ki tarah chhootta nahi
