Safar
[00:29.92] Ab na mujhko yaad beeta
[00:31.93] Main toh lamhon mein jeeta
[00:34.21] Chala ja raha hoon
[00:35.67] Main kahaan pe ja raha hoon…
[00:37.92] Kahaan hoon?
[00:39.95] Iss yaqeen se main yahan hoon
[00:45.17] Ki zamana yeh bhala hai
[00:46.94] Aur jo raah mein mila hai
[00:48.94] Thodi door jo chala hai
[00:50.92] Woh bhi aadmi bhala tha
[00:52.91] Pata tha…
[00:55.91] Zara bas khafa tha
[01:00.67] Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi
[01:04.16] Woh rasta puraana jisey yaad aana
[01:07.93] Zaroori tha lekin jo roya mere bin
[01:11.69] Wo ek mera ghar tha
[01:15.67] Puraana sa darr tha
[01:19.42] Magar ab na main apne ghar ka raha
[01:27.16] Safar ka hi tha main safar ka raha
[01:38.42] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[01:42.17] Safar ka hi tha main safar ka raha
[01:45.67] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[01:49.43] Safar ka hi tha main safar ka raha
[01:53.18] Main raha… o o…
[01:56.95] Main raha… wo o…
[02:00.67] Main raha…
[02:46.42] Meel pattharon se meri dosti hai
[02:50.16] Chaal meri kya hai raah jaanti hai
[02:53.67] Jaane rozana… zamana wohi rozana
[03:01.69] Shehar shehar fursaton ko bechta hoon
[03:05.41] Khaali haath jaata khaali laut’ta hoon
[03:08.67] Aise rozana.. rozana khud se begana…
[03:16.44] Jabse gaanv se main shehar hua
[03:19.93] Itna kadva ho gaya ki zehar hua
[03:23.67] Main toh rozana
[03:27.17] Na chaaha tha yeh ho jaana maine
[03:35.17] Ye umrr, waqt, raasta.. guzarta raha
[03:43.19] Safar ka hi tha main safar ka raha
[03:54.42] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[03:57.92] Safar ka hi tha main safar ka raha
[04:01.92] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[04:05.67] Safar ka hi tha main safar ka raha
[04:09.16] Main raha.. oo..
[04:12.93] Main raha.. wo..
[04:37.19] Main raha…
[05:37.93] Safar ka hi tha main safar ka raha
