Zara
[00:25.77] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[00:31.31] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[00:36.53] Mujhe bhar le apni baahon mein
[00:42.52] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[00:47.75] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[00:52.76] Mujhe bhar le apni baahon mein
[00:56.51] Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
[01:03.53] Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
[01:38.76] Yunhi baras baras kaali ghata barse
[01:43.01] Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
[01:51.77] Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
[01:56.53] Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein
[02:05.26] Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
[02:12.75] Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein
[02:19.01] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[02:24.26] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[02:29.30] Mujhe bhar le apni baahon mein
[02:41.55] Aaja re aa re
[03:29.28] Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
[03:33.05] Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar
[03:41.78] Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein
[03:46.79] Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
[03:55.01] Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar
[04:02.51] Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein
[04:09.78] (Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[04:15.28] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[04:19.26] Mujhe bhar le apni baahon mein
[04:23.54] Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
[04:30.28] Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
[04:38.78] Aaja re, aaja re, aaja re
