Baba Bola Hain Bas Ho Gaya
[00:05.35] Ladies and Gentlemen,
[00:07.14] Let me tell you the story of “Mr Sutro”
[00:08.58] 1 2 3… start.
[00:18.61] Subah utha khola akhbaar
[00:26.17] Padh ke khabar hiley bheje ke taar
[00:28.79] Kal ek bhashan mein jaana pada yaar
[00:31.70] Bore hoke aankhein bandh hui ek baar
[00:34.59] Do minute ki jhapki ki
[00:35.91] Photo lag gayi chaar
[00:37.21] “Baba pee ke out”
[00:38.41] Aisa chhapa samachar
[00:40.10] Chhapa samachar, chhapa chapa samachar
[00:43.00] Chhapa samachar, chhapa chapa samachar
[00:45.85] Jab samachaar ka writer dhoondha yaar
[00:48.34] Saalon ne likha tha “sutron ke anusaar”
[00:50.09] Saala “Mr Sutro” kaun hai yaar
[00:52.11] Kaun hai jo banata hai raai ka pahaad
[00:56.99] Ek bola headline mein dus ho gaya
[01:00.03] Baba bolta hai abhi, bas ho gaya
[01:02.79] Baba bolta hai abhi, bas ho gaya…
[01:08.11] (repeat)
[01:25.83] According to sources…
[01:27.40] (abbe chup!)
[01:28.42] Yeah yeah…
[01:40.15] (Abhi bas ho gaya!)
[01:43.04] Jo bhi limelight mein
[01:43.54] Wo sutron ki side mein
[01:45.04] Kaun sa bakra kab katega
[01:48.30] Kab hoga shaamil woh
[01:49.29] Sutron ki diet mein
[02:01.89] Chhapi jiski khabar bani uski Qabar
[02:04.64] Kisi highcourt ka usko nahi darr
[02:07.54] Loop mein ghuma ke ek jhooth baar baar
[02:10.79] Baar baar… baar baar…
[02:13.29] Loop mein ghuma ke ek jhooth baar baar
[02:16.03] Sacchai ka diya usne pichhwada faad
[02:21.38] Jhooth itna dohraya ki sach ho gaya
[02:25.04] Baba bolta hai abhi, bas ho gaya
[02:27.29] Baba bolta hai abhi, bas ho gaya…
[02:33.13] (repeat)
[02:40.89] Then one day,
[02:41.37] Maine pakda ek reporter ko
[02:44.17] Bola sambhal apne sutron ko
[02:47.30] Tera bhi toh hoga saala ghar parivar
[02:49.78] Mujhe bhi toh chain se jeene de na yaar please!
[02:58.14] “Saala tension mein jeeta hoon
[03:01.04] Car mein rota hoon
[03:04.04] Neend ki goli khaa ke bhi
[03:06.63] Ek pal naa sota hoon”
[03:09.79] Yeh sunke pata hai reporter kya bola
[03:12.83] Kya bola?
[03:15.79] Wo ho ho…
[03:17.18] I’m so sorry, I’m so sorry
[03:18.29] Main khush huaa
[03:19.79] Bolo chalo end of story
[03:21.34] I’m so sorry, I’m so sorry
[03:23.79] Main khush huaa
[03:25.04] Bolo chalo end of story…
[03:29.91] But saala phir agle din
[03:32.08] Subah utha khola akhbaar
[03:33.79] Padhke khabar hiley bheje ke taar
[03:35.29] Reporter ne kiya chamatkaar
[03:40.79] Pata hai kya chhapa iss baar?
[03:43.58] “Neend ki goliyan khaa ke hazaar
[03:46.46] Baba attempts suicide in the car”
[03:49.30] Breaking News!
[03:50.91] Baba attempts suicide in the car
[03:56.04] Jab samachar ka writer dhoondha yaar
[04:00.04] Phir se likha tha “sutron ke anusaar”
[04:01.14] Nangaai ki saale tune haddh kar di paar
[04:03.64] Jeete jee photo pe chadha diya haar
[04:06.29] Acchi khaasi life ka circus ho gaya
[04:09.04] Baba bolta hai abhi, bas ho gaya!
[04:11.79] Ek bola headline mein dus ho gaya
[04:14.54] Baba bolta hai abhi.. bas ho gaya
[04:17.54] Jhooth itna dohraya ki sach ho gaya
[04:20.29] Baba bolta hai abhi, bass ho gaya
[04:23.04] Achi khaasi life ka circus ho gaya
[04:25.94] Baba bolta hai abhi, bass ho gaya!
[04:28.79] Bass ho gaya
[04:34.64] Baba bolta hai abhi, bas ho gaya…
[04:37.33] Baba bolta hai abhi, bas ho gaya…
