3 - Hua Hain Aaj Pehli Baar - Songspk.CC
[00:03.96] ♪
[00:15.97] Track "Armaan Malik"
[00:16.69] on Bandsintown
[00:17.70] ...
[00:35.95] Hua hai aaj pehli baar
[00:38.94] Jo aise muskuraya hoon
[00:42.19] Tumhe dekha toh jaana ye
[00:45.20] Ke kyun duniya mein aaya hoon
[00:48.95] (...)
[01:00.44] Hua hai aaj pehli baar
[01:03.44] Jo aise muskuraya hoon
[01:06.69] Tumhe dekha toh jaana ye
[01:09.69] Ke kyun duniya mein aaya hoon
[01:12.94] Ye jaan lekar ke jaa meri
[01:15.96] Tumhe jeene main aaya hoon
[01:19.21] Main tumse ishq karne ki
[01:22.19] Ijaazat Rab se laaya hoon
[01:25.21] (...)
[02:04.96] Zameen se aasmaan tak hum
[02:09.19] Dhoondh aaye jahaan saara
[02:12.20] Banaa paaya nahi ab tak
[02:15.19] Khuda tumse koi pyaara
[02:24.69] Zameen se aasmaan tak hum
[02:27.72] Dhoondh aaye jahaan saara
[02:30.70] Banaa paaya nahi ab tak
[02:33.97] Khuda tumse koi pyaara
[02:37.45] Baaton mein teri hain badmashiyan
[02:43.20] Sab bewajah ki hain taarifiyaan
[02:48.22] Main likh doon aasmaan par ye
[02:51.21] Ke padh lega jahaan saara
[02:54.44] Huaa na hoga ab koi
[02:57.45] Yahan hum do sa dobara
[03:00.47] Main duniya bhar ki taarifein
[03:03.70] Tere sajde mein laaya hoon
[03:06.69] Main tumse ishq karne ki
[03:09.71] Ijaazat Rab se laaya hoon
[03:13.95] (Rab se laaya hoon. Rab se laaya hoon.)
[03:18.94] (...)
[03:44.69] Tu hai jo rubaru mere
[03:47.70] Bada mehfooz rehta hoon
[03:50.70] Tere milne ka shukrana
[03:53.71] Khuda se roz karta hoon
[04:02.96] Tu hai jo rubaru mere
[04:05.96] Bada mehfooz rehta hoon
[04:09.20] Tere milne ka shukrana
[04:12.19] Khuda se roz karta hoon
[04:15.95] Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
[04:21.69] Aawara dil ki hai aawariyan
[04:26.46] Yeh dil pagal bana baitha
[04:29.95] Isey ab tu hi samjha de
[04:32.96] Dikhe tujhme meri duniya
[04:35.94] Meri duniya tu banja re
[04:38.94] Hoon khushkismat jo kismat se
[04:41.94] Tumhe aise main paaya hoon
[04:45.21] Main tumse ishq karne ki
[04:48.45] Ijaazat Rab se laaya hoon
[04:51.70] (...)
