be khud kiye dete h
[00:30.66] Bekhud kiye dete hain andaaz hijaabana...
[00:32.96] Aa dil mein tujhe rakh lun ay jalwa e janana!!!
[00:00.00] Itna to karam karna ay chashme karimana...
[00:00.00] Jam jaan laboon par ho tum saamne aa jaana!!!
[00:00.00] Ji chahta hai tohfe mein bhejun unhein ankhein...
[00:00.00] Darshan darshan ka to nazrane ka nazrana!!!
[00:00.00] Mein hosh o hawaas apne is baat pe kho betha...
[00:00.00] Hans kar jo kaha tumne aaya mera deewaana!!!
[00:00.00] Dunya mein jab tumne mujhe apna banaya hai...
[00:00.00] Mehshar mein bhi keh dena ye hai deewaana!!!
[00:00.00] Kyun aankh milayi thi kyun aag lagaithi...
[00:00.00] Ab rukh ko chupa bethe karke mujhe deewaana!!!
[00:00.00] Peene ko pee lunga bas shart zara si hai...
[00:00.00] Ajmer ka saaqi ho bagdaad ka mekhaana!!!
[00:00.00] Bedum meri qismat mein sajee hain usi dar...
[00:00.00] Chuta hai na chute ga sang e dare janana!!!
