Safar
[00:30.72] Ab na mujhko yaad beeta
[00:33.96] Main toh lamhon mein jeeta
[00:34.73] Chala ja raha hoon
[00:35.73] Main kahaan pe ja raha hoon…
[00:37.72] Kahaan hoon?
[00:40.48] Iss yaqeen se main yahan hoon
[00:45.22] Ki zamana yeh bhala hai
[00:46.97] Aur jo raah mein mila hai
[00:48.96] Thodi door jo chala hai
[00:50.47] Woh bhi aadmi bhala tha
[00:52.22] Pata tha…
[00:55.97] Zara bas khafa tha
[01:00.72] Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi
[01:03.96] Woh rasta puraana jisey yaad aana
[01:06.23] Zaroori tha lekin jo roya mere bin
[01:13.97] Wo ek mera ghar tha
[01:15.72] Puraana sa darr tha
[01:19.50] Magar ab na main apne ghar ka raha
[01:26.98] Safar ka hi tha main safar ka raha
[01:38.47] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[01:41.47] Safar ka hi tha main safar ka raha (x2)
[01:53.48] 
[01:53.71] Main raha… o o…
[01:56.72] Main raha… wo o…
[02:00.46] Main raha…
[02:09.96] Meel pattharon se meri dosti hai
[02:16.07] Jaane rozana… zamana wohi rozana
[02:19.36] Chaal meri kya hai raah jaanti hai
[03:01.87] Shehar shehar fursaton ko bechta hoon
[03:07.11] Khaali haath jaata khaali laut’ta hoon
[03:09.12] Aise rozana.. rozana khud se begana…
[03:16.37] Jabse gaanv se main shehar hua
[03:20.36] Itna kadva ho gaya ki zehar hua
[03:22.36] Main toh rozana
[03:27.62] Na chaaha tha yeh ho jaana maine
[03:32.14] Ye umrr, waqt, raasta.. guzarta raha
[03:43.62] Safar ka hi tha main safar ka raha
[03:54.87] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[03:58.11] Safar ka hi tha main safar ka raha (x2)
[04:13.63] Main raha.. oo..
[04:46.14] Main raha.. wo..
[04:48.87] Main raha…
[06:02.36] Safar ka hi tha main safar ka raha
