Shloka___O_Re_Pita___Prod._by_YOKI___Official_Music_Video___New_Hindi_Rap_2020__(256k)
[00:13.62] Ore Pita main to se bana hu, banh pakad tore saath badha hu
[00:27.36] Chah yahi tore sab gam le lu, saari khushi tore charan sanjo du
[00:41.11] O re Pita sab to pe luta du. Aan more tori shaan badha du
[00:54.61] Ye geet pesh unko shloke ki duniya jinme samayi,
[00:57.86] Jinki wajah se astitwa wo prem shloke ki kamai,
[01:01.11] Khud hriday kaat ke bicha diye meri har icchaon ke piche,
[01:04.61] Meri lekhni ki aukat nahi ki likh du unki khudai,
[01:08.11] Teri god me khula mera pratham nayan,
[01:09.86] Teri ungli tham chala pratham kadam.
[01:11.61] Tujhse hi seekha hu varna pahla.
[01:13.36] Tere haath se pakda pratham kalam.
[01:15.11] Ek hasrat thi kismat se sahmat ho sapnon se,
[01:18.37] Teri bhi izzat ho shohrat ho parwat ho garvon ke,
[01:21.61] Par istemal kara apno ne,
[01:23.38] Intekal laga sapnon ke,
[01:24.62] Istehaar chapa karmo ke,
[01:26.11] Intzaar lage varsho se,
[01:27.36] Ikhtiyar kara karzo ke,
[01:29.11] Sath mere tera kaafi tha haan,
[01:30.61] Paas mere koi saathi tha naa,
[01:32.36] Haath jode naino me glani,
[01:33.89] Aaj pesh mera maafi naama
[01:35.61] Dur hua tab hua ehshaas ki apne kaun paraye the,
[01:39.12] Kyu bhatke apno ko khoje jab baap peeth pe khada hai bey.
[01:42.61] Ore Pita main to se bana hu, banh pakad tore saath badha hu,
[01:56.36] Chah yahi tore sab gam le lu, saari khushi tore charan sanjo du,
[02:10.11] O re Pita sab to pe luta du. Aan more tori shaan badha du.
[02:23.36] Verse:-2
[02:23.86] Tha jaanta aapki raza,
[02:25.37] Tha koshish bhi kar raha,
[02:26.86] Ab samjhe thoda aap bhi,
[02:28.61] Mera jeevan meri kala,
[02:30.14] Huye saare vardaat mere saath,
[02:31.86] Sapno ka kaynaat ban gaya azaab,
[02:33.86] Roya zaar zaar main kitni raat raat,
[02:35.61] Kitne lahu jale tori baat kaat,
[02:37.36] Anban hain thodi janta hu,
[02:38.88] Abhi khaak rah me chhanta hu,
[02:40.86] Kuch bhawnaye aahat ki to,
[02:42.60] Main galati meri maanta hu,
[02:44.36] Hain jo daayare naa bhaaye re kahe hai ye doori,
[02:47.36] Ye khaye re haaye re chaye re kaisi mazboori,
[02:50.66] Thi galti yahi maine swapn chuna,
[02:52.63] Naa baat ke aapki laaz rakhi,
[02:54.36] Par kya sapno ko janm deke,
[02:56.11] Sapno ko hi maarna paap nahi,
[02:57.86] Kahin naa ruka swapn dopahiya,
[02:59.36] Na dheema hua kishi gharshan se,
[03:01.12] Ab to pitaji thoda muskurao,
[03:02.86] Tora laal aaye durshan pe,
[03:04.86] Chhavi aapki hai bas mujhme,
[03:06.64] Shlok aapka darpan hai,
[03:08.11] Ab to pitaji thoda muskurao,
[03:09.86] Tora laal aoye durdarshan pe,
[03:12.36] Ore Pita main to se bana hu, banh pakad tore saath badha hu,
[03:25.61] Chah yahi tore sab gam le lu, saari khushi tore charan sanjo du,
[03:39.37] O re Pita sab to pe luta du. Aan more tori shaan badha du.
[03:53.36] Kashi ghooma kaaba ghooma naa miliya jagtaar,
[03:59.59] Laakh thokare kha ke jaan tu hi hai sansaar.
