Bekhayali - Kabir Singh 128 Kbps
[00:06.52] Hmm…
[00:24.04] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[00:36.02] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[00:44.27] Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
[00:52.76] Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
[01:01.77] Main jo tumse door hoon
[01:05.77] Kyun door main rahoon
[01:08.05] Tera guroor hoon
[01:11.30] Aa tu faasla mita
[01:14.03] Tu khwaab sa mila
[01:16.27] Kyun khwaab tod doon oo..
[01:19.28] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[01:42.54] Kyun judaai de gaya tu, ye sawaal aaye
[01:51.54] Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
[02:00.29] Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
[02:29.27] Hai ye tadpan, hai ye uljhan
[02:32.79] Kaise jee loon bina tere
[02:37.27] Meri ab sab se hai annban
[02:41.53] Bante kyun ye Khuda mere hmm
[03:01.77] Ye jo log-baag hain
[03:05.05] Jungle ki aag hain
[03:07.27] Kyun aag mein jalun…
[03:10.78] Ye nakaam pyaar mein
[03:13.52] Khush hain haar mein
[03:16.05] Inn jaisa kyun banun oo..
[03:52.52] Raatein dengi bata
[03:56.02] Neendon mein teri hi baat hai
[04:01.02] Bhoolun kaise tujhe
[04:04.80] Tu toh khayalon mein saath hai
[04:09.77] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[04:13.27] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[04:43.78] Nazar gira de har ik manzar
[04:46.77] Ret ki tarah bikhar raha hai
[04:50.77] Dard tumhaara badan mein mere
[04:55.54] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:00.04] Nazar gira de har ik manzar
[05:03.52] Ret ki tarah bikhar raha hai
[05:09.03] Dard tumhaara badan mein mere
[05:12.28] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:20.55] Aa zamaane aazma le roothta nahin
[05:30.03] Faaslon se hausla ye toot..ta nahin
[05:40.31] Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
[05:51.28] Woh meri aadaton ki tarah chhoot..ta nahin
