Lrc Player

Ae watan

Sunidhi
[03:31.64]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:04.07] Lab pe aati hai duaa bann ke tamanna meri

[00:14.57] Zindagi shamma ki soorat ho khudaya meri

[00:25.84] Lab pe aati hai duaa bann ke tamanna meri

[00:46.06] Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu

[00:54.82] Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu

[00:59.08] (Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu)

[01:03.81] Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu

[01:08.31] (Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu)

[01:13.06] Ae watan… mere watan!

[01:17.58] (Ae watan… mere watan!)

[01:27.08] Tu hi meri manzil hai, pehchan tujhi se

[01:31.31] (Tu hi meri manzil hai, pehchan tujhi se)

[01:36.06] Pahunchu main jahaan bhi

[01:38.07] Meri buniyad rahe tu

[01:40.32] (Pahunchu main jahaan bhi

[01:41.82] Meri buniyad rahe tu)

[01:45.31] Ae watan… mere watan!

[01:49.59] (Ae watan… mere watan!)

[02:05.07] Tujhpe koi gham ki aanch aane nahin doon

[02:08.10] (Tujhpe koi gham ki aanch aane nahin doon)

[02:12.56] Kurbaan meri jaan tujhpe, shaad rahe tu

[02:16.81] (Kurbaan meri jaan tujhpe, shaad rahe tu)

[02:21.81] Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu

[02:26.30] Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu

[02:31.82] Ae watan… mere watan!

[02:42.56] Lab pe aati hai duaa bann ke tamanna meri

[02:52.82] Zindagi shamma ki soorat ho khudaya meri

[03:04.81] Zindagi shamma ki soorat ho khudaya meri