Lrc Player

Hawayein

Arijit singh
[04:51.13]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:23.02] Tujhko… main rakh loon wahaan

[00:29.76] Jahaan pe kahin

[00:33.52] Hai mera yaqeen

[00:38.01] Main jo… tera naa huaa

[00:45.27] Kisi ka nahin…

[00:48.76] Kisi ka nahin..

[00:52.77] Le jaayein jaane kahaan

[00:54.77] Hawayein, hawayein…

[00:56.77] Le jaayein tujhe kahaan

[00:58.52] Hawayein, hawayein…

[01:00.51] Begaani hai yeh baaghi

[01:02.56] Hawayein, hawayein

[01:04.26] Le jaaye mujhe kahan

[01:06.27] Hawayein, hawayein

[01:08.01] Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

[01:11.78] Na tujhko pataa…

[01:15.77] O…

[01:53.76] Banaati hai jo tu…

[01:57.53] Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale

[02:01.55] Inhi mein to meri…

[02:05.01] Subah bhi dhalein

[02:06.55] Shamein dhalein

[02:07.53] Mausam dhalein

[02:09.02] Khayalon ka shehar…

[02:13.01] Tu jaane tere hone se hi aabaad hai

[02:16.77] Hawayein haq mein…

[02:20.52] Wohi hai aate jaate jo tera naam le

[02:24.26] Deti hain jo sadayein

[02:26.27] Hawayein, hawayein

[02:28.27] Na jaane kya batayein

[02:30.06] Hawayein, hawayein

[02:31.80] Le jaaye tujhe kahaan

[02:34.01] hawayein, hawayein

[02:35.76] Le jaaye mujhe kahaan

[02:38.02] Hawayein, hawayein

[02:39.52] Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

[02:43.26] Naa tujhko pataa…

[02:47.27] O…

[03:06.32] Chehra.. kyun milta tera

[03:13.76] Yun khwabon se mere

[03:17.51] Ye kya raaz hai?

[03:22.01] Kal bhi.. meri na thi tu

[03:29.02] Naa hogi tu Kal

[03:32.76] Meri aaj hai

[03:36.79] Teri hai meri, saari wafayein wafayein

[03:40.53] Maangi hai tere liye duaayein duaayein

[03:44.29] Le jaaye tujhe kahaan.. hawayein, hawayein

[03:48.01] Le jaaye mujhe kahaan.. hawayein, hawayein

[03:52.05] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[03:55.52] Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)

[03:59.26] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[04:03.02] Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)

[04:07.01] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[04:11.02] Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein)

[04:14.77] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[04:18.51] Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein)

[04:22.77] O…